Darbadar (Ibn E Adam Ki Kahani)

Kabhi is k dar kabhi us k dar kabhi darbadar kabhi charagar main hun rah guzar ... In galiyon kaa
kabhi sard ho kabhi garm ho kabhi badalon sa Ye narm ho ye chimniyon ka uthta dhuaan
Bhatka sa hun jo gira sa hun main door ka sira sa hun raahi hi hun main manzil nahi jis ki kahin b
Hawaon sy jo lara tha phir main to badalon pa gira tha. uth na saka. girta gayaaa
Jo chaha rab sy mila tha phir b na jany q ek khalaa sa dil main hai khali dil . tum dekh loo

Na tha shukr na tera zikr thi jahan ki bas mujhe fikr meri zindagi ek Si
jhatka sa laga manzar dikhaa jis sy chipta rahaa
Samja tha jin ko wafa ban gaye zindagi main wabaa rooh cheen li . in saansoon sy
Dam ghuttaaa rahaa, saaya dikhaa phir sab kuch bujh gayaa
Andheron main hi raha tha aakhir main phir wahin Jaa basaa Tha . khaaki jasd syy hua main rihaaaa



Credits
Writer(s): Asfund Hussain
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link