Boyhood

Aah me na
Gehra raaz tha kal tak
Behra tha sun paaya na kuch khud
Ka naa aaj tum sab yeh awaz ka khub hai maza
Utha lere yaar mera
Bita sara boyhood mera
Nashe paani joyful alas
Mujhe kaafi high hopes the yaar
Ghusuga me wildlife me, high life pe
Huye khub badlaav mereme
Khub behek gya tha me
Khokar haatash hu me kon
Bhul paya na bhul paya na

Uh, bhula nhi abhi bhi ki kisne kisne game liya hai mera
Kitna der rakha hai khada kitne ger bane pehle track k baadse
Aur kisne diya thes dil mashed like a potato aur kisne samjha
Kam ki yeh sakta ni kuch kar meri teacher mera worth nikali surat dekke
Ladakpan ki narazgi yeh malum mko kon kon bajra guilt trip pe ki
Hai ni mere paas jazbaat k bas fayde uthaye gaye hai mere

Tum saale kaha the? Tum lete mazak me the alfazon ka
Yeh kaafila, bhaad me jao, baap ko naaz hai mere beat selection pe
Affection pe yeh kaushal se, pehla janab yeh khandan ka jo gaara jaan lagake

Main, me nahi hu gharka pehla khoon
Merko dugna pressure tabhi uh, lagana khudse cooker kyuki
Khana nahi hai baap dada apne tareekese
Ladhenege pariksha me banenge galiche me sheher ka kadi thand me
Bahega vahi jharna sacchayi ka
Hoga tab sthapit rap ye city ka map pe
Indie music ka
Kisine zikar ni kara tha NGP scene ka kyunki hua ni dhung se kabhi represent
Yeh fact hai mene bachpan se aajtak nirikshan kari hai zindagi me yeh
Legacy likhra tha college se
Dekha ni kisine agar writing jo insta chodra tha
Ab hai career tedha sa dena burial boyhood ko apne ladkese gharka aadmi banata
Music yeh darshata badlaav umar ka this is the artist life



Credits
Writer(s): Sarvesh Dhamorikar
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link