Teri Pehli Nazar

Teri pehli nazar
Jo dilaja idhar
Aake mujhse Mila Iss qadar
Jo mujhe Tu Mili
Satarangi hui
Ek nasha sa hua Dil par
Aankhen tu meri padh ja
Inko tu fanaa Kar jaa
Aankhen Tu meri padh ja
Inko Tu fanaa Kar jaa.

Music
Aankhon se Teri baatein karu
Baaton ko Teri Dil mein rakhoon
Ho,
Aankhon se Teri baatein karu
Baaton ko Teri Dil mein rakhoon
Dil ko BHI yeh pata nhi
Inka main kya karoon
Dil ko BHI yeh pata nhi
Inka main kya karoon
Teri pehli nazar... Fanaa Kar jaa.

Music
Wo...
Nain yeh khamosh bade
Inki kahaani se hai Tu pare
Nain yeh khamosh bade
Inki kahaani se hai Tu pare
Jaan BHI hai haazir khuda
Bas inhe ab tu hi padhey
Jaan BHI hai haazir khuda
Bas inhe ab tu hi padhey
Hai kashish in aankho mein
Raaz kya hai Dil kya kahe
Baaton se hi main hoon sarphira
Yeh Dil ab kya kare
Yeh Dil ab kya kare
Tu hi bataa...
Teri pehli nazar...
Jo dilaja idhar
Aankhen mujhse Mila Iss qadar
Jo mujhe Tu Mili
Satarangi hui
Ek nasha sa hua Dil par
Aankhen Tu meri padh ja
Inko tu fanaa Kar jaa... 2
End.



Credits
Writer(s): Anubhav Bhagat
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link