DASTAAN
Aate jate jo the log
Mujhe un main hi dost
Mile apno main sog
Main akela khada chauk
Pichhe rahe sare khod
Khiche aaja kehte laut
Tere shauk ko de maut
Aate jate jo the log
Mujhe un main hi dost
Mile apno main sog
Main akela khada chauk
Pichhe rahe sare khod
Khiche aaja kehte laut
Tere shauk ko de maut
Nahi dard ess baat ka, yeh kaafi gaye kaat kha
Jo manga hota hath ka, main deta jo bhi pas tha
Par inhe nahi ras tha, kyun chune tera rasta
Jo mujhe laga khaas tha
Nahi unhe bardasht tha
Aans se bhari dastaan, dhund leta main rasta
Harz bhara vastaa, dard hi essi baat ka
Farz se nahi bhagta, sard main khada kanpta
Khoyi hoti agar nind yeh na
Fir hum bhi yaha jagte na
Mile hote agar khwaab yeh banaye huye
Hum bhi yaha pe fir thakte na
Gile koi mujhe ghum se na
Mile hote agar tumse na
Khile hote uss bagh main bhi phool
Agar khud ke mali se yeh kat te na
Mere vairi ko bulaade usse bole
Aa jalake jaye bair Jate muh pe jo bhi bole
Jo the doobey raaz khole aaja rooh ko tatole
Bhare aarzoon se jhole kaise tole
Jo tujhe jante woh khinchte pau
Tu anjaan se darta woh hi sinchte ghaav
Hun chada dekh ke, apne aankhe minchte
Ghunt woh bhare dard the, fir bhi piye neat the
Sikhte yahi didh the samne khade, khudke yudh main lade kis se
Ghar ke bade dikh virudh main, puchhu krishna chhor na mujhe pis ne bich me
Di kalam se dher dena dharam hai
Ab bane aks mere, naqs kya dhunde mere
Lashkaro main chale, laksh alag hai mere
Dikhte zakhm jo yeh gehre, bante na jo behre
Hum bhi kahan dhehre
Aate jate jo the log
Mujhe un main hi dost
Mile apno main sog
Main akela khada chauk
Pichhe rahe sare khod
Khiche aaja kehte laut
Tere shauk ko de maut
Aate jate jo the log
Mujhe un main hi dost
Mile apno main sog
Main akela khada chauk
Pichhe rahe sare khod
Khiche aaja kehte laut
Tere shauk ko de maut
Mujhe un main hi dost
Mile apno main sog
Main akela khada chauk
Pichhe rahe sare khod
Khiche aaja kehte laut
Tere shauk ko de maut
Aate jate jo the log
Mujhe un main hi dost
Mile apno main sog
Main akela khada chauk
Pichhe rahe sare khod
Khiche aaja kehte laut
Tere shauk ko de maut
Nahi dard ess baat ka, yeh kaafi gaye kaat kha
Jo manga hota hath ka, main deta jo bhi pas tha
Par inhe nahi ras tha, kyun chune tera rasta
Jo mujhe laga khaas tha
Nahi unhe bardasht tha
Aans se bhari dastaan, dhund leta main rasta
Harz bhara vastaa, dard hi essi baat ka
Farz se nahi bhagta, sard main khada kanpta
Khoyi hoti agar nind yeh na
Fir hum bhi yaha jagte na
Mile hote agar khwaab yeh banaye huye
Hum bhi yaha pe fir thakte na
Gile koi mujhe ghum se na
Mile hote agar tumse na
Khile hote uss bagh main bhi phool
Agar khud ke mali se yeh kat te na
Mere vairi ko bulaade usse bole
Aa jalake jaye bair Jate muh pe jo bhi bole
Jo the doobey raaz khole aaja rooh ko tatole
Bhare aarzoon se jhole kaise tole
Jo tujhe jante woh khinchte pau
Tu anjaan se darta woh hi sinchte ghaav
Hun chada dekh ke, apne aankhe minchte
Ghunt woh bhare dard the, fir bhi piye neat the
Sikhte yahi didh the samne khade, khudke yudh main lade kis se
Ghar ke bade dikh virudh main, puchhu krishna chhor na mujhe pis ne bich me
Di kalam se dher dena dharam hai
Ab bane aks mere, naqs kya dhunde mere
Lashkaro main chale, laksh alag hai mere
Dikhte zakhm jo yeh gehre, bante na jo behre
Hum bhi kahan dhehre
Aate jate jo the log
Mujhe un main hi dost
Mile apno main sog
Main akela khada chauk
Pichhe rahe sare khod
Khiche aaja kehte laut
Tere shauk ko de maut
Aate jate jo the log
Mujhe un main hi dost
Mile apno main sog
Main akela khada chauk
Pichhe rahe sare khod
Khiche aaja kehte laut
Tere shauk ko de maut
Credits
Writer(s): Yash Trivedi
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.