Jaan le Jaana

Kal mile toh maang liya phir se kuch tumne mujhse hai
Nikal pada hu teri chahat poori karne main
Khwaahishein teri sar-aankhon par meri
Par sochta hu har chamak teri cheez par rehti hai kyun nigahein teri?

Jahaan dhoondti hai khushi tu, wahaan toh nahi hai
Jaan le, jaana, ki sabse keemti cheezein toh
Free hain, free hain, free hain
Ho, sabse keemti cheezein toh
Free hain, free hain, free hain
Haan, haan, haan, haan

Har subah laaye jo muskaan woh free hai
Hawa mein phaili khushboo ki saans le, free hai
Bura waqt aaye toh chalte jaana free hai
Behte paani mein pairon ko dubana free hai

Roothe se maafi maangkar apna bana lena
Gusse mein ho jab, unko ekdum se muskura lena toh free hai

(Someday, someone, somehow, somewhere)
(Someway, all remember)
(Life's so hard)

Jahaan dhoondti hai khushi tu, wahaan toh nahi hai
Jaan le, jaana, ki sabse keemti cheezein toh
Free hain, free hain, free hain
Ho, sabse keemti cheezein toh
Free hain, free hain, free hain

Hey, hey-hey, hey, hey-hey
Haan, haan, haan, haan, haan, haan
Hey, hey-hey, hey, hey-hey

Ek din ye jagmag tum chhod aaoge
Uss din sab khoke tum sab paaoge
Tab tak apne haathon se lagaaye phul ke khilne ka intezaar
Intezaar toh free hai

Hey, hey-hey, hey, hey-hey, hey-hey, hey, hey, aa-haan
Hey, hey-hey, hey, hey-hey, hey-hey, hey, hey, aa-haan
Hey, hey-hey, hey, hey-hey, hey-hey, hey, hey, aa-haan, haan



Credits
Writer(s): Varun Harnal
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link