Yaadein

Yaad hain wo mujh ko
Wo batein purani
Socha tha keh larki
Main ne hai phasani
Main ne kiya pyaar kai zyada baar
Dekha usko
Toh kho betha mein
Dil ka haal

Yaad hain wo mujh ko
Wo lamhay puranay
Milnay ko tou uss se
Bunk karta tha classein
Din thay suhanay
Zamanay thay puranay
Yaad aatay hain
Jab kholta hun apni kitbaeein

Na Na Na Na Na Na
OHo OHooHoHoo

Sath hay wo meray
Wo har maslay mein
Chahta hun keh rahay
Wo har dard mein meray
Zamanay say yun
Le jaun kaheen dur
Jahan houn hum aur lamhay mehfooz

Uski ankhon mein pyar
Dekha main ne yaar
Kya ada thi kya waja thi
Main tou hun hee bekaar
Khayalon mein rehti hay wo
Uska ghar hai kya asar hai
Dil tou mera

Bay-khabar

Dil tou mera bay-khabar sa hay
Bay-khabar

Dil tou mera baykhabar sa hay



Credits
Writer(s): Haider Khan
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link