Aafat

Ye Aafaat aisi aayi
Jo saja de rahi
Bas mehnat kar bande
Or kya hi hum kar sakte
Jo hai tera Vajud lad
Uss ke liye kismat banti nahi
Aise haar ke bethane se
Haar ke bethane se
Aag lagi aisi dimaag mein
Raaton ki needen kho gayi meri
Mujhse sawal kare mera man kya pa liya
Tune jo ab tak hai aisa khamosh khud se
Yaha bas giss raha yu tanhah pata nahi
Kaha le jayega ye raasta mujhe
Taklif aisi jo gujre nahi zindagi se
Naseeb khwaab dikha raha bade bade
Aasan to nahi hai yu manjil ko pana
Taklif zel raha din raat ek karke kaam kaam
He mein kar raha
Mujhe nahi pata mera ye safar kaha le jaayega
Bhagwan mere tu hai agar dede thoda hausala
Aazaadi mein daba raha kudki tarki ko dekh raha
Ye mere khuda mumkin karde mere sapne
Meri chahat mere sapne mere mehanat
Ho safal karde mere khuda
Ho mere khuda oho mere khuda
Aasan nahi dunia ke taane sunna
Khud mein hai yekin or bharosa hai kuda pe
Jeet ke mere pata hai mujhe maayne
Aafat aaa rahi hai zindagi mein
Dard hai aisa jo ruke ga nahi rokane se
Aafat zindagi ki hai meri
Mai haara nahi mein ladta rahunga
Mai haara nahi mein ladta rahunga
Ha mein chote mein hara nahi
Mein ladta rahunga
Yuhi zidangi ki hustle ko
Tassle mein deta rahunga
Hustle ki zidangi ko tassle deta rahunga



Credits
Writer(s): Rushi Pawar
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link