Hume To Birhaniya Banaye Gayo Re

Koi kahe bawariya humko koi kahe diwaani
Jab te dekhi shyaam murat chhavi
Ho gayi main diwani ho gayi main mastani

Shree Krishan Govind Hare Murari
Hey Nath Narayan Vasudeva
Shree Krishan Govind Hare Murari
Hey Nath Narayan Vasudeva

Humein to Birhaniya Banaye gayo re
Humein to Birhaniya Banaye gayo re
Jo lala nand ko mere man me samaye gayo re
Humein to Birhaniya Banaye gayo re
Humein to Birhaniya Banaye gayo re

Aap to khavein lala makhan mishri
Aap to khavein lala makhan mishri
Aap to khavein lala makhan mishri makhan mishri
Humari saari bhookh mitaye gayo re
Humari saari bhookh mitaye gayo re
Jo lala nand ko mere man me samaye gayo re
Humein to Birhaniya Banaye gayo re
Humein to Birhaniya Banaye gayo re

Aap to sovein lala satrang sejia
Aap to sovein lala satrang sejia
Aap to sovein lala satrang sejia satrang sejia
Humari saari neend udaye gayo re
Humari saari neend udaye gayo re
Jo lala nand ko mere man me samaye gayo re
Humein to Birhaniya Banaye gayo re
Humein to Birhaniya Banaye gayo re

Aap bajavein lala madhur muraliya
Aap bajavein lala madhur muraliya
Aap bajavein lala madhur muraliya madhur muraliya
Humari saari sudh budh bhulaye gayo re
Humari saari sudh budh bhulaye gayo re
Jo lala nand ko mere man me samaye gayo re
Humein to Birhaniya Banaye gayo re
Humein to Birhaniya Banaye gayo re

Aap to pehne lala peero pitaambar
Aap to pehne lala peero pitaambar
Aap to pehne lala peero pitaambar peero pitaambar
Humare ang bhabuti ramaye gayo re
Humare ang bhabuti ramaye gayo re
Jo lala nand ko mere man me samaye gayo re
Humein to Birhaniya Banaye gayo re
Humein to Birhaniya Banaye gayo re
Humein to Birhaniya Banaye gayo re
Humein to Birhaniya Banaye gayo re



Credits
Writer(s): Rajinder Kumar
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link