Kyun Bata

Rooh ko sukoon de
Rooh ko sukoon de
Chain dilake
Rooh ko sukoon de

Dard mita de
Maar gira de
Chain dilake
Rooh ko sukoon de

Ye kaali raaton ki hai Khata
Suraj kab aayega ye bata

Kyun Bata
Kyun Bata
Kyun hun main tanha
Zindagi ki iss ghadi mein
Kya sikha raha

Kyun Bata
Kyun Bata
Kyun hun main tanha
Zindagi ki iss ghadi mein
Kya sikha raha

Soone se koi aangan mein
Khoyi si rehti hun
Purani koi chilmann mein
Lipti hui hun

Khaabon ki kisi dariya mein
Mujhe behne do
Phailake do pankh apne
Mujhe udne do

Ye kaali ghataaon ki hai khata
Roshni kab aayegi ye bata

Kyun Bata
Kyun Bata
Kyun hun main tanha
Zindagi ki iss ghadi mein
Kya sikha raha

Kyun Bata
Kyun Bata
Kyun hun main tanha
Zindagi ki iss ghadi mein
Kya sikha raha



Credits
Writer(s): Vineet Wunnava Mohanty
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link