Tum Meri Zindagi Ho
"hum jee lenge bin tumhaare"
Tum phir ye kabhi naa kehna, meri jaan
Kyonki tum meri zindagi ho, tum meri zindagi ho
Tum meri zindagi ho, tum meri, meri zindagi ho
Tum jaao kaheen bhee, pyaare
Mere dil ke qareeb rahana, sajnaa
Kyonki tum meri zindagi ho, tum meri zindagi ho
Tum meri zindagi ho, tum meri, meri zindagi ho
Aatee bahaaren, naa gul kabhi khilte
Tum zindagi mein jo hum se naa milte
Yoon mere dil mein tum aaye ho machal ke
Ulajhaa de aanchal, haea jaise chal ke
Laten hill rahee hain kuch aise tumhaaree
Abhee hai tasallee, abhee beqaraari
Mere paas aao, ye najuk ghadi hai
Koyi shay mere dil ke peechhe padi hai
Koyi shay mere dil ke peechhe padi hai
Mere aramaan, mere sahare
Mere dil ke qareeb rahana, sajnaa
Kyonki tum meri zindagi ho, tum meri zindagi ho
Tum meri zindagi ho, tum meri, meri zindagi ho
Duniyaa hai qaatil, pakad lo ye baahen
Roke khadee hai mohabbat kee raahen
Jo teri dhun mein nikal pade ghar se
Vo kya rukenge zamaane ke dar se?
Yahaan ishq ko qatl hote hee dekha
Sada husn ko chhupke rote hee dekha
Hamein tum ne chaahaa to kaise mitenge?
Nazar daal dogi to hum jee uthenge
Nazar daal dogi to hum jee uthenge
"mar jaayenge gam ke maare"

Credits
Writer(s): Laxmikant Pyarelal, Majrooh Sultanpuri
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.