Road to Death

Maut Likhi Hai Sabhi ki
Har koi jana vala is duniya se
Jab hoti hai baat sachai ki
Koi na bachta hai is jahaan pe
Na koi puche tujhe is jahaan pe
Koi na bachta hai is jahaan pe
Karle kaam agar rehna hai toh
Har koi bolega is jahaan pe
You wanna know my location, I'm on a road to death
I don't want anything, i just doing my best
Just keep it on, i don't want any rest
I don't want anything, i just doing my best
Keepin rest,
Na farak tum kya socho, just pray for you that you are in God's bless
Rakhoon khud ko aaj salakhon par
Kabhi shakh lage mujhe apne hi irado par
Maut Likhi Hai sabhi ki
Har koi jana vala is duniya se
Jab hoti hai baat sachai ki
Koi na bachta hai is jahaan pe
Na koi puche tujhe is jahaan pe
Koi na bachta hai is jahaan pe
Karle kaam agar rehna hai toh
Har koi bolega is jahaan pe
Jinke saath baithe hain aaj, kabhi vo bhi banege raakh
Joh hain ab tak saath, Zara soch kab tak hai saath
Kalam hai meri esi Jo tumhe kare sach maane ko manzoor
Tere ko yeah malum maine kitne sach kiye manzoor
Baate sunne ke baad bhi, pata nhi ansuni hongi
Baate karne vaale ki bhi pata nhi kab tak suni hongi
Jeevan ke mod ese, jahaan apno se hi doori hogi
Akhir mein tan lakri par, or uspe safed chadar hogi
Bol karwe par sach ki koi kimat nhi
Jite insaan ki koi kimat nhi
Marne ke baad bus lash ki kuch kimat bachi
Zinda insaan ki bolo par koi guzarish nhi
Maut Likhi Hai sabhi ki
Har koi jana vala is duniya se
Jab hoti hai baat sachai ki
Koi na bachta is jahaan pe
Na koi puche tujhe is jahaan pe
Koi na bachta hai is jahaan pe
Karle kaam agar rehna hai
Har koi bolega is jahaan pe



Credits
Writer(s): Kartikay Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link