Where are you

Tu hai
Yaa nai
Mujhko pata ni teri baation kaa
Tu hai
Yaa nai
Ehsaas hua mujko naa teri baahon ka
Tu hai
Yaa nai
Mujko pata ni teri baation kaa
Tu hai
Yaa nai
Ehsaas hua mujko naa teri baahon ka
Raahon pe tujko mai darbadar hi dhundhta
Kho gaya hai mera ye jaha
Dhundhne mei tujko itna vyast ho gaya tha ki
Dil puche mera ki tu hai kaha
Duniya ye zaalim hai
Farak padta ni ki kon tera
Mit jaau
Sihaayi mein
Dil tuta waapis judta naa
Ye raation ko main darbadar hi dhundhu
Ye raation ko hi dar pe dard sunau
Mai tujhe bhi to dar se ghar le jaau
Par saath tu naa
Tu bhi naa
Mai bhi naa
Hogaye hum gumsum
Tu duze ke hi saath ab kho gayi hai
Par mujhe kya
Karna kya
Hogaye hum gumsum
Dilaase dene ke liye tu rori hai
Tu hai
Yaa nai
Mujhko pata ni teri baation kaa
Tu hai
Yaa nai
Ehsaas hua mujko naa teri baahon ka
Tu hai
Yaa nai
Mujhko pata ni teri baation kaa
Tu hai
Yaa nai
Ehsaas hua mujko naa teri baahon ka



Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link