Waaday (feat. ASAD & Shakeel Afzal)

Yeh raaste
Aur hum
Chal rahay
Liye zakham
Kyun yaadon me tujhay hi dhoondta hun
Aankhen bhar yeh aayen kyun mein rou na paun
Khamoshian yeh karen mujhse baatain
Kese bhool jaun kiye thay jo waaday
Waaday

Ab kehne ko baaten to buhat hain
Sab badla iraade kuch aur hain
Tum kaho na kuch bhi jaana
Khaamoshi me sun raha ghour se
Ab chal rahay saahil ki jaanib
Par dil wahin lehron ke maanind
Tum zehan se utarte nahi thy
Tum dil mein bhi nahi ab daakhil
Kabhi nahi sochi thi baaten jo
Tujhse kahi hain soche bina
Tujhse hi saari sazayen hain
Tu na hota rotey bhi na
Tu na tou hum hotay bhi na
Tu na jo gham hotay hi na
Yaad satati hai teri
Wo aye hum sotay bhi na
Tu mujh me ab ho chuka shamil
Mein dooba hun dhoondun na saahil
Isi mein sukoon hai mujhko
Mein yaadon ki lehron me daakhil
Sirhane hum khuwab ko rakh ke
Karrhy intezar
Waaday bhi kiye par aaye nahi
Gham rahay beshumar

Yeh raaste
Aur hum
Chal rahay
Liye zakham
Kyun yaadon me tujhay hi dhoondta hun
Aankhen bhar yeh aayen kyun mein rou na paun
Khamoshian yeh karen mujhse baatain
Kese bhool jaun kiye thay jo waaday
Waaday



Credits
Writer(s): Shakeel Afzal
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link