Musafir

Bachpan ki kitaab
Aath saal Solah bar

Ha
Sunani kahani
Rookhi choto ki nishani
Kaali kalam kaali khaal
Musafir ki zubaani

Ha
Ashubh janam jaha main jaali apno Se ghira hua
Rakt peete kaale keede zakhmo se Gira hua
Dua thi maa ki mamta jabtak aansu Na gire
Maut aai usko jaise Jin sa ek khada Hua

Noche maas murda bin badan ka
Giddh gondh se
Aankhon se hain daste
Mere Zakhm khodte
Batau kaise kitne saalo tak mara hua
HipHop ki awaaj se aaj fir khada hua

Khuddari kala se meri
Likhta leke jaañ hatheli
Kalam ne di na shiksha
Balki dedi baate gehri

Mod kadmo pe katal kasoor mera Khoon khaulta
Baap se ladai karke beta ghar ko
Chodta
Sadko ki gareebi ke mukaam kaam Kar gaye
Samajh gaya huzoor sabko gandhi se Hai tolta

Sunani kahani
Rookhi choto ki nishani
Kaali kalam kaali khaal
Musafir ki zubaani

Takdeer na tabassum na tareeke na Saleeke
Na khushi ke na sukhi se mere din The sab fakeere
Sookhi roti aankhe bhookhi maange Ishq ae khuda
Dede jazba zalzala
Shabd likhte falsafa
Main kardu jung gun utha
Vladimir Putin hata
Aaja leke army tu
I Fuck dem Arjuna
Ha

Feeki lakeer
Hatheli ki-kismat na kartab mehnat Sudhare
Hu main wazeer
Jeevan ki shatranji chaalo me chakke De maare

Bakta na bakchodi befizool
Rakhta na rishte for show-off
Fuck da snake ghoul bros
I see venom in dem bruh

Chota tha khota sa sikka sabar na Samajh na adab na guroor wo Manzilen door
Pohachnaa zaroor
Kuroop tu insaan-mn shabdo me Bhagwaan
Na bhedo ki bhagdad me bhaage Sunaami uthade toofani mitaade Wajood tera

Sunani kahani
Rookhi choto ki nishani
Kaali kalam kaali khaal
Musafir ki zubaani



Credits
Writer(s): Arjuna Y
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link