Bindiya

Bindiya
Tere Maathe pe chamke jo bindiya
Ujlade meri ye ankhiya
Udi udi jaye udi udi jaaye
Raaton ki Meri ye nindiya
Tu mujhko khud mein panaah de
Thodi si dil mein jagah de
Tere bina hoon adhoora
Aa mujhko mujhse mila de
Dekha maine har jagah
Bhatka main yahan wahan
Dhoondta hi reh gaya koi tujhse na mila
Dekha maine har jagah
Bhatka main yahan wahan
Dhoondta hi reh gaya koi tujhse na mila
बिंदिया
बिंदिया
तेरे माथे पे चमके जो बिंदिया
उजला दे मेरी ये अँखियाँ
उड़ी उड़ी जाए उड़ी उड़ी जाए
रातों की मेरी ये निंदिया

Aa mere paas tujhe apna bana loon
Jee chahe ab tujhe seene se laga loon
Zulfo ki chaadar ye hataa ke ter chehre se
Thoda sa noor leke chand pe uchhaloon
Raaton ki teri main nindiya chura loon
Zulfe mein teri ye sadiyan guzaroon
Mehkash labon ko main apna banake
Aa maathe ki teri ye bindiya chura loon
Ya tu haqeeqat hai ya just imagination
Teri chahat ka chadha hua hai mujhpe obsession
Aise kheeche teri ore mujhe tera gravitation
Tu hai uperwaale ka jaise Nayab sa creation

Pehli nazar mein main tera ho gaya
Baaton hi baaton mein savera ho gaya
Tu jo mila hai to mil gayi zindagi
Tu mere dil ka lootera ho gaya

Sunle tu meri guzaarish
Mere ye dil ki sifarish
Karde mohabbat ki barish
Poori ho dil ki ye khwahish

Dekha maine har jagah
Bhatka main yahan wahan
Dhoondta hi reh gaya koi tujhse na mila
Dekha maine har jagah
Bhatka main yahan wahan
Dhoondta hi reh gaya koi tujhse na mila
बिंदिया
बिंदिया
तेरे माथे पे चमके जो बिंदिया
उजला दे मेरी ये अँखियाँ
उड़ी उड़ी जाए उड़ी उड़ी जाए
रातों की मेरी ये निंदिया
BINDIYA
BINDIYA



Credits
Writer(s): Bilal Ahmad, Vikram Montrose
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link