Andheri Raat
Ek Andheri Raat Aur Mere Gum
Ek Rutha Sa Dil Aur Ankhe Num
Hawa Ke Naram Jhonko Ne
Apne Hatho Se Thapki Di Aur Lori Sunayi
Magar Na Neend Aane Wali Thi Na Neend Aayi
Mai Apni Zaat Se Hi Rotha Hua
Bas Ek Dil Tha Mera Pas Mere Wo Bhi Toota Hua
Zindagi Ko Alvida Kah Kar Kahi Kho Jana Chahta Tha
Mai Ab Thak Chuka Tha
Chain Se Hamesha Ke Liye So Jana Chahta Tha
Tabhi Mere Dil Par Kisi Ki Dastak Hui
Kisi Anjane Aakar Meri Rooh Bade Pyar Se Chui
Bada Karar Tha Sukun Tha Uski Meethi Bato Me
Mai Aksar Diye Ki Low Se
Uski Tasveer Bnata Tha Andheri Raato Me
Meri Zindagi Ko Jeene Ka Maksad Diya Usne
Badi Masumiyat Se Har Gum Ko Mujhse Chhin Liya Usne
Ab bas ek hi duwa hai k uske Hontho Pe Muskan Mai La Saku
Ab uski Khushi Me Hi Jannat Ko Mai Paa Saku
Karta Rahu Kam Aise Ke uska Dil Kabhi Udas Na Ho
Pyar Du use Itna Ke uske Dil Me Pyar Ki Baki Pyas Na Ho
Uska Ek Ansu Jo Girne Lage To Use Muthi Me Kaid Kar Lun
Mera Bas Chale To Faqt Khushiyan De Kar
Uske Sare Gum Mai Apni Kismat me Bhar Lun
Dard Mile Jo use Kabhi Mujhse Aisa Din Kabhi Naseeb Na Ho
Meri Zindagi Wohi Khatam Ho Jaye
Jis Din Se wo Mere Kareeb Na Ho

Credits
Writer(s): Anil Bhardwaj
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.