Ghanta Fark

Dekhe maine kayi saare ajoobe aise,
Jo dekhe mere spam par like nahi karte,
Hype nahi karte ye left ho ya right,
App bandh kar jaley marey har baat se,

Milke toh karenge ye saari achi baat,
Trait arey milte jaise hybrid saanp.
Kitno ko toh maine aise sar pe bithaya tha,
Ab yahi saare aatey kare game ye kharab...

Chota sa toh tha jab ghar par laya tha,
Hath se hi maine usse dudh jo pilaya tha,
Nahi aate baaz ye thi na khabar tab,
Khatam ki na mandi par felaya ye Raita...

Aaj me karunga pura inko naraaz
Phir nahi dalunga kabhi inko haa ghaas
Keh raha pura ye me bina liye saans,
Nakli hai nasli hai nalle nakaam.

Jitna me karu, unke liye hai kam
Aur kitna karu me ab?
Jinke hi liye mehfil ye bithayi sab
Unhe toh hai Ghanta Fark...

Jitna me karu, unke liye hai kam
Aur kitna karu me ab?
Jinke hi liye mehfil ye bithayi sab
Unhe toh hai Ghanta Fark...

Relevant rehne ye kya kuch nahi karte aajkal online

Thode se hi bane kuch, Tevar inke dekho kabhi
Hawaabaazi, Chaalbaazi, Zameen me ye rehte nahi...
Kehne ko ye rehte hai 1 din ghar pe.
Story inki shoot kabi event kabi party kabi...

Aise nahi chalta hai life ka game,
Jo bhi aaye mere baad sab theh wo lame,
Me tha onsite, onfield me bhi taabad todd.
Uncelebrated jaise JL ka me Bruce Wayne...
2 minute hue mujhe pura kiye drill,
Ab jaunga rage mode on road kill...

Saare mere
Waade kiye
Purey kiye
Tab, ab koi
Na bharega
Inn nagmo
Me lafvs
Jab sab tere
Sagge tere
Sath chord jaye
Tab lena mera
Bhale aau na me tab...

Jitna me karu, unke liye hai kam
Aur kitna karu me ab?
Chordh ke maine empire ye bithaya jab
Mujhe toh hai Ghanta Fark...!

Jitna me karu, unke liye hai kam
Aur kitna karu me ab?
Chordh ke maine empire ye bithaya jab
Mujhe toh hai Ghanta Fark...!

Life me jeeta me stories
Stories me life nahi.
Dhyan tu rakhlena apna
Ye bas tujhe badhaai thi meri...



Credits
Writer(s): Vivek Narzary
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link