jafa // jaun kahan
Milna tha tujhse tu mili nahi
Milna nahi to aese sahi
Tere bagher lagay na dil
Tere bagher mujh ko cheyn hi nai
Tujh me tha paaya khud ko ay jaan
Akela khara hoon mil ja yahan
Jahan tha chora mai ab bhi wahan
Hai koi nai mera mai jaun kahan?
Kuch tujh se kuch khud se hain khafa
Kiya kuch ni phir mili kyun saza?
Janay diya keh ke teri yeh raza
Paya hai khud ko udaas sa yun
Janay diya tujhe janay kyun
Tere bagher na mujh me sakoon
Buri aadat hai tuuu
Chutti nahi
Jana tera pyar tha mukhtalif
Milta nahi
Piya yeh zeher judaai ka
Jaantay huwayy ke
Maar hi dega yeh mujhe
Jeete jeete
Milna tha tujhse tu mili nahi
Milna nahi to aese sahi
Tere bagher lagay na dil
Tere bagher mujh ko cheyn hi nai
Tujh me tha paaya khud ko ay jaan
Akela khara hoon mil ja yahan
Jahan tha chora mai ab bhi wahan
Hai koi nai mera mai jaun kahan?
Kuch baateyn buri theen lagi
Kuch baateyn ankahi raheen
Yaadeyn mitey hi nahi
Kabse betha hoon yahan pe, teray hi intezar mai
Haar ke gaya hoon wapis, yaad e kharzaar mai
Tu barh gayi hai agay
Chor ke yahan
Hum bhi hain dheet rahay
Hilay yahan se na
Tujh me to kam thi wafa
Par sun ley yeh
Bewafa teri yeh jafa
Kamyabi mere liye
Milna tha tujhse tu mili nahi
Milna nahi to aese sahi
Tere bagher lage na dil
Tere bagher mujh ko cheyn hi nai
Tujh me tha paaya khud ko ay jaan
Akela khara hoon mil ja yahan
Jahan tha chora mai ab bhi wahan
Hai koi nai mera mai jaun kahan?
Milna nahi to aese sahi
Tere bagher lagay na dil
Tere bagher mujh ko cheyn hi nai
Tujh me tha paaya khud ko ay jaan
Akela khara hoon mil ja yahan
Jahan tha chora mai ab bhi wahan
Hai koi nai mera mai jaun kahan?
Kuch tujh se kuch khud se hain khafa
Kiya kuch ni phir mili kyun saza?
Janay diya keh ke teri yeh raza
Paya hai khud ko udaas sa yun
Janay diya tujhe janay kyun
Tere bagher na mujh me sakoon
Buri aadat hai tuuu
Chutti nahi
Jana tera pyar tha mukhtalif
Milta nahi
Piya yeh zeher judaai ka
Jaantay huwayy ke
Maar hi dega yeh mujhe
Jeete jeete
Milna tha tujhse tu mili nahi
Milna nahi to aese sahi
Tere bagher lagay na dil
Tere bagher mujh ko cheyn hi nai
Tujh me tha paaya khud ko ay jaan
Akela khara hoon mil ja yahan
Jahan tha chora mai ab bhi wahan
Hai koi nai mera mai jaun kahan?
Kuch baateyn buri theen lagi
Kuch baateyn ankahi raheen
Yaadeyn mitey hi nahi
Kabse betha hoon yahan pe, teray hi intezar mai
Haar ke gaya hoon wapis, yaad e kharzaar mai
Tu barh gayi hai agay
Chor ke yahan
Hum bhi hain dheet rahay
Hilay yahan se na
Tujh me to kam thi wafa
Par sun ley yeh
Bewafa teri yeh jafa
Kamyabi mere liye
Milna tha tujhse tu mili nahi
Milna nahi to aese sahi
Tere bagher lage na dil
Tere bagher mujh ko cheyn hi nai
Tujh me tha paaya khud ko ay jaan
Akela khara hoon mil ja yahan
Jahan tha chora mai ab bhi wahan
Hai koi nai mera mai jaun kahan?
Credits
Writer(s): Syed Younus
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.