Zimmedaar
Yeah, yeah, yeah
Yeah, yeah, yeah, yeah
Zimmedaar hoon, zimmedaar hoon, teri kasmo ka gunehgaar hoon

Zimmedaar hoon, zimmedaar hoon, mere zakhmo ka zimmedaar hoon

Haan hogi khushi jo na teri nazar mein
Na lag jaaye nazar jiski baahon se jalta main
Aashiq to main bhi tha tera haan
Akhir mein khel hi hai aisa ki baazi ab uski
To jeene do usko jo chhoota tujhe
Main karvat badalta, ab badlu main khudko
Haan bhoola main bhoola ye sab kuch tha bhoola
Ki aashiq to main bhi tha tera haan akhir mein
Akhir mein beete pal ko kal mein dhoond raha hoon
Sach mein bolu tujhko, tujh mein kal se cheen raha hoon
Cheen raha hoon
Aakhir mein beshumaar kyun?
Zimmedaar hoon

Ab na vishvaas hai gairo pe (Gairo pe),
piston ki chaap hai pero pe (Pairo pe)
Chehra libaas se padhna,
ek raaz sa rakhna, hisaab se chaloge (Hisaab se chaloge)
Hisaab na karna tum pyaar se daroge, krar ke rehte izhaar se daroge
Ek baar ko karke sau baar ko maroge, sau baar ko maroge
Tu kehti, ni pasand tha tujhe main
gairo ke saath hoon (Gairo ke saath hoon)
Maine bhi bola tha mujhe ni pasand ho gairo ke saath tu
Ab dekh na aaj tu vese hi roti hai,
vese hi soti hai, vese hi khoti hai
Vese hi jaise taise karke maine kati raatein
Aati raatein to ye kehti, "Baatein aaja aadhi-aadhi baatein
Thodi teri yaadein, thodi meri yaadein
Thode mein rehne de, tu thode mein rehne de, thode mein rehne de
Ni jhelna phirse vo, dard puraana, vo ghar puraana, vo sar fukana
Phir dard bhulaana phir zakhm chhupaana
The cycle goes on, ye sab dohraana (Dohraana, dohraana, dohraana)

Credits
Writer(s): Arpit Bala, Tanishq Singh
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.