Aashiq

Guzra kal jo main teri gali se
Fir mulaakat hui thi tujhse
Chaand jaise sukha raha tha teri
Zulf bheegi jo os ki nami se

Palke na judi hai dekha jo tujhko
Jaise aankhon ko daura pada hai
Dil bhi hai vahi kahi pe
Hota hai jaha pe
Fir bhi na mujhko mila hai

Main aashiq hua hu
Zameen ki apsara ka
Milte hai roz
Jis gali mein dil gira hai

Main aashiq hua hu
Zameen ki apsara ka
Milte hai roz
Jis gali mein dil gira hai

Main aashiq hua huuu
Huuu
Huuu
Main aashiq hua huuu
Huuu
Huuu

Khelna teri khidki ke neeche tera
Dekhna mujhko chat se zameen pe
Khel ishq main dono mein haara
Haar ke bhi hai jeet ke natije

Cheer gend unme chitthiyan hai daali
Maine honthon se ishq likha hai
Kal tu jaise dekh ke thi muskuraai
Lagta chitthiyo ne gaalo ko chua hai

Main aashiq hua hu
Zameen ki apsara ka
Milte hai roz
Jis gali mein dil gira hai

Main aashiq hua hu
Zameen ki apsara ka
Milte hai roz
Jis gali mein dil gira hai

Main aashiq hua huuu
Huuu
Huuu
Main aashiq hua huuu
Huu
Huuu

Kaan pe tere baaliyaan sajaana
Kehna vo bhi jo tha kabhi kaha na
Laakh sapne hai maine aise dekhe
Saath baithe to fir bataau jaana

Chaukhaton pe tere kamre ki sajaaye taare
Fir kyu tu aasmaan nihaare
Chal chale kahi pe vaadiyon mein ham
Zameen se aasman ki dooriyan mita de

Main aashiq hua hu
Zameen ki apsara ka
Milte hai roz
Jis gali mein dil gira hai

Main aashiq hua hu
Zameen ki apsara ka
Milte hai roz
Jis gali mein dil gira hai

Main aashiq hua huuu
Huuu
Huuu
Main aashiq hua huuu
Huuu
Huuu



Credits
Writer(s): Aman Punia
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link