Yeh Mumkin to Nahi (Cover)

Shikayaten kitni bhi ho
Vo chupchap sahta hai ...

Bechainiyaan apni
Vo khud se hi khta h

Vo kidhar jaye jise sab chhod dete hain
Ye dil tut kar bhi
Akhir ...
Dil me hi rahta hai

Ye mumkin to nahi jo dil

ne chaha tha wo mil jaye
Koi umeed toote to kiya karein(2X)

Jo dekhe khawab aankhon ne

Haqiqat wo na ban paaye
Jo qismat sath na de to kya karein
Ye dil jo ro raha hai to
kahein se sabr mil jaye
Howe jo bud gumaan ham to kiya karein
Ye mumkin to nahi jo dil
ne chaha tha wo mil jaye
Koi umeed toote to kiya karein

Jo Dil Ke Pass Rahte Hai
Wo Dil Kyun Tod Jaate Hai
Wafa Ke Badle Kyu Wo
Bewafai Chor Jate Hai
Kabhi Jo Humsafar They
Ab Wahi Anjan Lagte hai
Mohabtoon Ke Wo Rishte
Bhi To Bejaan Lagte Hai
Khusi Ke dar Pe dastak de
rahe Hai Hum Masalsal Hi
Kahi na Chain Paaye To Kya Kare...
Kisi se Hum Nawai ka
Sila Hum Ko na Mil paaya
Huye Jo Bud Gumaa
Hum To Kya karein
Ye mumkin to nahi jo dil
ne chaha tha wo mil jaye
Koi umeed toote to kiya karein
Kisi ka Sath Paana Bhi

Kabhi Asan nahi Hota
Kisi Ke Dur jaane Se
Ye Dil Viran nahi hota
Wajah Kuch Aur Bhi Mil jati Hai
Duniya Me Jeene Ki
Kisi Ke Aas Pe Jeena Bhi To
Aasan nahi Hota
Naseebo Mai Hi na Likha Ho To
Wo Kase Mil Jaye
Khuda Bhi Ruth Jaye To
Kya Karein
Ye dil jo ro raha hai to
kahein se sabr mil jaye
Howe jo bud gumaan ham to kya karein...
Ye mumkin to nahi jo dil
ne chaha tha wo mil jaye

Koi umeed toote to kya karein

Hm khud se hi haar gye
Ab bacha kya hai

Is berang si zindagi me
Rakha kya hai

Haqeeqat me sapno ka
Pata kha h

In saanson ne zinda rakha h
Verna ...

Sach pucho ...
To jeene ki vajah kha hai .



Credits
Writer(s): Sahir Ali Bagga
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link