Meri Raza

Main hoon chala jo be thikana
(Deewana re)
Main hoon udaa udte Jana
(Na pata re)

Main hoon judaa mujhe stana
(Deewana re)
Main hoon sada mujhe bulana

Kya hai mera gunaah, kya hai
Kya hai meri sazaa
Kya hai meri khata kya hai
(Humming)

Kya hai meri dua,kya hai
Kya hai meri dawaa
Kya hai meri raza,kya hai
(Humming)

Main hoon chala jo be thikana
(Deewana re)
Main hoon udaa udte Jana
(Na pata re)

Maajhi hu main Tera ya basera tu ya phir main
Qurbat hai tu mera or savera
hone na de, mujh ko hi mera

Ye jo hai behki baate
(Main khud se khud hi kru)
Ye jo hai sehmi Raate
(Dekho na)

Ye jo hai behki baate
Main khud se khud hi karu(Yeah)

Kya hai mera gunaah,kya hai
Kya hai meri sazaa
Kya hai meri khata, kya hai
(Humming)

Kya hai meri dua,kya hai
Kya hai meri dawaa
Kya hai meri raza,kya hai
(Humming)



Credits
Writer(s): Vipin Lyricist
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link