Shaam (Intro)

Uss sham
Aaya tha school se wapis likh ke wo geet pehla
Ghanto seehshe ke samne dekha khud ka chehra
Aur socha main likh nahi pata dhang se shabh
Kya geet likh paunga
Aur uss raat nind pe dal diya sapno ka pehra
Khair
Mazak mein likha tha pehela geet
Ab yeh mazak meri zindagi hai
Aur jo bhi yeh keh rahe hai esa nahi ki sach nahi hai
Jo tumne suna hai han wo sach hai
Aur jo suna nahi saala wo Bhi sach hai
Tu kiski talash meh hai Khudse hi Roz puch raha hu
Aur in aansuon ki tsunami meh saala Roz hi toh doob raha hu
Khair koi bachane waala hai hi nahi
Toh kiski meh talaash karu
Iss samndar meh doob ke bhale paani meh sans bharu

Ehsaas karu ki ab yeh sansein ruk rahi hai
Toh aana bas tu hi pass mere
Saare tujhse Raaz kahu
Phir maut bhi mile mujhe toh koi ghum nahi hoga
Khair marne ke baad bhi koi dard kam nahi hoga

Teri chorh teri saheli bhi meri khass bani
Aache bure waqt meh wahi mere saath rahi
Tujhe yaad bhi hai
Tune kab dhang se thi baat Kari
O shitt sorry galti toh meri hi hai
Maine yeh story start kari

Maine kiya tha ishar
Kehni thi dil ki baat

Mujhe yaad hai wo pal exam ke baad
School ke bahar
Wo didi thi saath
The shaam ke char
Maine keh diya

Tune wapis meh jawab diya
Ki ghar pe pata chalega ye sab
Toh Tutenge mere khwaab
Maine kaha main samjh sakta hu
Par sacchi kuch samjh nahi tha aara
Bas toot raha tha dil aur bikhre tha jaara
Aaj bhi regret karta hu wo letters kyu likhe dobara



Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link