Khamoshiyon Mein
Khamoshiyon mein dhoondhu main
Main apney aap ka pata
Badal rahi hai zindagi
Badal raha samaa
Jaha bhi dekhu main abhi
Andhero ka hai Silsila
Aankhon mein jal raha magar
Bujhta nahi dhuuan
Doori jo hai ye abhi
Hu main adhoori sahi
Keh du main wo ankahi
Chup hu Zaraa
Khudpe hai mera yakin
Baaki hai saansein abhi
Aasaan ye hoga nahi
Rakh Hausla
Rookhi Ruki si Zindagi
Lene lagi hai karwatein
Khamoshiyon se bhi mujhe
Aane lagi hai aahatein
Jaha bhi dekhu main abhi
Hai Aasmaa mein silwatein
Badal rahi hai ye fiza
Badal raha Jahan
Doori jo hai ye abhi
Hu main adhoori sahi
Keh du main wo ankahi
Chup hu Zaraa
Khudpe hai mera yakin
Baaki hai saansein abhi
Aasaan ye hoga nahi
Rakh Hausla
Khamoshiyon mein dhoondhu main
Main apney aap ka pata
Badal rahi hai zindagi
Badal raha samaa
Jaha bhi dekhu main abhi
Andhero ka hai Silsila
Aankhon mein jal raha magar
Bujhta nahi dhuuan
Main apney aap ka pata
Badal rahi hai zindagi
Badal raha samaa
Jaha bhi dekhu main abhi
Andhero ka hai Silsila
Aankhon mein jal raha magar
Bujhta nahi dhuuan
Doori jo hai ye abhi
Hu main adhoori sahi
Keh du main wo ankahi
Chup hu Zaraa
Khudpe hai mera yakin
Baaki hai saansein abhi
Aasaan ye hoga nahi
Rakh Hausla
Rookhi Ruki si Zindagi
Lene lagi hai karwatein
Khamoshiyon se bhi mujhe
Aane lagi hai aahatein
Jaha bhi dekhu main abhi
Hai Aasmaa mein silwatein
Badal rahi hai ye fiza
Badal raha Jahan
Doori jo hai ye abhi
Hu main adhoori sahi
Keh du main wo ankahi
Chup hu Zaraa
Khudpe hai mera yakin
Baaki hai saansein abhi
Aasaan ye hoga nahi
Rakh Hausla
Khamoshiyon mein dhoondhu main
Main apney aap ka pata
Badal rahi hai zindagi
Badal raha samaa
Jaha bhi dekhu main abhi
Andhero ka hai Silsila
Aankhon mein jal raha magar
Bujhta nahi dhuuan
Credits
Writer(s): Aparajita Dasgupta
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.