Happy with Pain
Wahi sad songs, fir se wo depression
Wahi same log, or same life pattern
Kar raha hu main follow, fir se apna passion
Fir se sikha gayi, zindagi ye ek lesson
Khush kab tha aakhri baar mujhe yaad nahi
Acha lagta nafrat chahiye mujhe pyaar nahi
Dil tha decent ye feelings iski maar di
Jeena sikha akela chahiye koi yaar nahi
Karta hu control par jazbaat nahi kaabu mein
Rona chahta hu par nikalte ni aansu ye
Dard main dabata kisi ke sang na baatu main
Mujhpe hasta Satan betha mere baaju mein
Tha main bohot lazy, tha main Introvert
Rehna nahi tha same, banna tha mujhe extrovert
Par mera nature alag, kaise badlu ab
To jo tha pehle wahi, ban ke rehna bas
Chhod gaye dheere dheere sab
Sath raha bas ik lauta mera dard
Bacha kuch nahi dene ko ab
Kar diye main ne khushiyaan saare kharch
Hota kabhi mujhe khud pe hi shak
Kya kar paunga main wo sab
Jo karna chahta, main aage badhna chahta
Mud ke dekhunga na peeche main ab
Dil tod ke ye puchte, kya hurt hua?
Jiska acha sochu wahi deta bad dua
Apno ki nafrat se ghar mera jal raha
Sab kho diya khone ko kuch na bacha
Ye ludo wala brain leke khele chess
Seedha saadha ladka kaise main banu bad
Kahi kho gayi hai meri wahi mental health
Kho jaunga main bhi ek din iss planet se
Roz hi chipkata hu muh pe main fake smile
Mile bohot dost mila nahi ek bhai
Akele pan mein tanhai mujhe khaati rahi
Tabhi gaane likhne laga main late night
Samay ke sath chal gaya sabka hi pata
Kon tha paraya aur kon tha saga
Sapne ko rakha paas diya main ne sab hata
Music hi 24 ghante lagta ab sab bakwas

Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.