Jeene Do Na
Likhne behta hu mei yeh gaana
Jo sunre ho tum
Raat k baje the chaar
Asman k nashe mein ghum
Taare yeh gaate sirf tere liye ekant mein
Shayari itni pyaari abb tu Thoda sa toh sun
Chaar deewari mein bandh
Haath mein cigarette
Dil mei thoda gham
Leke ghumu
Taraane panno peh appne likhu
Agar kehdo tum peena likhna chod doh
Karne bolo
Shayad woh bhi tere liye kardu
Haath pair mar raha mei iss khel mei k
Kuch bhi nhi paas Dene
Haath failaye meine sirf udna chahta
Kya he cheenloge mujhse
Mei toh pehele seh hu thakahara
Kandhe bharri mere
Jeb khaali phir bhi mujhe
Peene doh na
Na aane waala kal sochna mujhe
Sirf mujhe
Jeene doh na
Kandhe bharri mere
Jeb khaali phir bhi mujhe
Peene doh na
Na aane waala kal sochna mujhe
Sirf mujhe
Jeene doh na
Kehna chah ta bohot sari cheeze
Tumse mei toh
Par kaise bolu sab
Chalo rehne doh
Bhaagu kitna bhi tez ya kitna bhi door
Aakhir pohnchu kaha Agar khudse mei bhagu
Glass bana saathi, ni hona chahta juda
Sunta har ek gham, aur har zakham ka hota malam
Bhus ek he dua meri
Maa ko sambhalena
Agar kuch hojaye mujhko
Toh mujhe yaad karna
Baap neh diya dukh toh
Woh baatien bhool jana
Jab koi saath nahi
Sirf wohi deewar bana
Kala likhta naseeb
Lakeer dikhawe ka
Naam seh mei hu cheel aur Uppar waala Pehchaan Mera
Kandhe bharri mere
Jeb khaali phir bhi mujhe
Peene doh na
Na aane waala kal sochna mujhe
Sirf mujhe
Jeene doh na
Kandhe bharri mere
Jeb khaali phir bhi mujhe
Peene doh na
Na aane waala kal sochna mujhe
Sirf mujhe
Jeene doh na
Jo sunre ho tum
Raat k baje the chaar
Asman k nashe mein ghum
Taare yeh gaate sirf tere liye ekant mein
Shayari itni pyaari abb tu Thoda sa toh sun
Chaar deewari mein bandh
Haath mein cigarette
Dil mei thoda gham
Leke ghumu
Taraane panno peh appne likhu
Agar kehdo tum peena likhna chod doh
Karne bolo
Shayad woh bhi tere liye kardu
Haath pair mar raha mei iss khel mei k
Kuch bhi nhi paas Dene
Haath failaye meine sirf udna chahta
Kya he cheenloge mujhse
Mei toh pehele seh hu thakahara
Kandhe bharri mere
Jeb khaali phir bhi mujhe
Peene doh na
Na aane waala kal sochna mujhe
Sirf mujhe
Jeene doh na
Kandhe bharri mere
Jeb khaali phir bhi mujhe
Peene doh na
Na aane waala kal sochna mujhe
Sirf mujhe
Jeene doh na
Kehna chah ta bohot sari cheeze
Tumse mei toh
Par kaise bolu sab
Chalo rehne doh
Bhaagu kitna bhi tez ya kitna bhi door
Aakhir pohnchu kaha Agar khudse mei bhagu
Glass bana saathi, ni hona chahta juda
Sunta har ek gham, aur har zakham ka hota malam
Bhus ek he dua meri
Maa ko sambhalena
Agar kuch hojaye mujhko
Toh mujhe yaad karna
Baap neh diya dukh toh
Woh baatien bhool jana
Jab koi saath nahi
Sirf wohi deewar bana
Kala likhta naseeb
Lakeer dikhawe ka
Naam seh mei hu cheel aur Uppar waala Pehchaan Mera
Kandhe bharri mere
Jeb khaali phir bhi mujhe
Peene doh na
Na aane waala kal sochna mujhe
Sirf mujhe
Jeene doh na
Kandhe bharri mere
Jeb khaali phir bhi mujhe
Peene doh na
Na aane waala kal sochna mujhe
Sirf mujhe
Jeene doh na
Credits
Writer(s): Abhishek Michael
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.