Adhoori Kahaani

Zikr pyar ka kare to pehle chalke jaam
Jo na utri tu hai rooh se uska kya anjaam

Ho na pyaar gar duniya me jism hai bejaan
Wo na kehti jo mujhse to rehta mein anjaan

Mile galti se the ek din khawahish thi hi nahi
She saw right through me, cheezein behti gayi

Pyaar mujhse wo karti thi
Rehti door hi nahi
Galti meri hi saari thi
Baatein chooti rahi

Bharti yaadon ki tasveerein kaafi doobie nahi
Fck feelings i said, jism me rooh hi nahi

Kosu kahe ab khud ko jab rahi tu hi nahi
I don't mind you staying
Par ab wo baatein rahi nahi

Am I talking to myself?
Ya in lafzo me tu hai kahi
Bejaan si
Anjaan se
Iss desh me
Baaki tere nishaan se
Ghar waale pareshaan se
Aath saal se
Soya nahi pichli raat se
Kuch shikwe se kaafi
Kaati shaitaano sang raatein
Rehta ab din me bhi main
Soofi nahi (haan soofi nahi)

Guftagu thi baaki tujhse ab kya kehna sahi
Jaha tu chod ke gayi thi baitha ab bhi wahin

Ciggarate ke challo se dard salaa toota nahi
Pyaar na hoga ab, baaki tasveerein rahi

Likhne baitha jo main dil ki botal bhoola nahi
Naam tera jo aaya ye saansein phooli rahi

Ab baitha andhere me teri yaado ke sahrare
Bechaare toot'te taare
Tere bina meri ye kahani
Adhoori rahi
Adhoori rahi



Credits
Writer(s): Cg $enpai
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link