Ik Sapna

Dekh to kya haseen yeh sama hai
Tu khulke saans le mausam bhi jawaan hai
Dekh to kya haseen yeh sama hai
Tu khulke saans le mausam bhi jawaan hai

Raeth me pal haseen hai yeh mera
Yakeen kar tu mera rasta hi hawa hai
Ki yeh hai haa kaisi chali hawa
Aasman me hai panchiyo ka yeh jahan

Ki tera bhi to hai yeh hai ek sapna
Haa barish jangalon me ho ghar apna
Laut aye ga ha yakeen hai mujhe
Rasto pe kahi chooda dil apna

Vo ho ho

Nadi ka wo kinara yaad hai
Bachpan wo guzara yaad hai
Nadi ka wo kinara yaad hai
Bachpan wo guzara yaad hai
To khula yeh aasaman hai tera
Yakeen kar tu mera manzil hi yaha hai

Ki yeh hai haa kaisi chali hawa
Aasman me hai panchiyon ka yeh jahan

Ke tera bhi to hai yeh ek sapna
Ha baarish jungalo me ho ghar apna
Laut aye ga ha yakeen hai mujhe
Rasto pe kahi choda dil apna

Vo ho ho

Aaja tu
Chal baat le khushi
Baate karle
Ab kuch haseen si
Berang hue hai din apne
Behaal hua hai yeh sama
Eklauta panchi udd rha
Ek par hoon yaha

To khushi ka yeh ishara hai tera
Baitha hoon tere geet kaha hai
Ki tu sun to le
Ha tu jee to le
Ki tera bhi to hai yeh ek sapna
Ha baarish jungalo me ho ghar apna
Laut aye ga ha yakeen hai mujhe
Rasto pe kahi choda dil apna

Vo ho ho



Credits
Writer(s): Rahul Ghai
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link