MUSHAIRA
Mushaira laga hy khilafat e rind ka
Aqeedat main bethy hain nafs aur aqeeda
Muhally ki masjid main hori azaan
Wo kanchy bhi kehty thy mujh Ko nailaami
Sy dar thora kam Zarf maazi kahani sy bahir
Nikal lagy kaafir sy ghr thy wo Khali magar mujhy kaamil
Sa Lagy ye baagi sa ghr thory Ghaazi hain mard
Edr mashaal hay aurat aur Qalam ghulaami sy darta nahi
Mera khouf ki basti sy panga Tha pehly ab khouf
Sy bolo ku Deta tu phanda nahi
Galy main danda ab qalam pe Weham
Main thora sa pehly sy patla aur Thora sa pehly sy Cash ka aadi
En naso main ghaas aur khoon Main pani
Hawaly nai dhoondy yahan sy Kisi ky muqaddar
Ki khirkiyan Tori nai maine jo dety Awaazain thy arsh bata
Ky wo Khuda ki qasam sy suni nai Maine
Zaahir bhi howa main saaro ki Aankhon pe bandhi thi patti Zamany ki
Dunia faraebi main palti hay Marham lagany
Ko maangta dil Sukoon ki talab sy janam ye
Khtam ab qabar pe phool aur Qalam pe marham
Ye safar taweel nai hota youn Khatam
Par dunia ka mela ye 4 hi Qadam
Pe khtam par khuda bhi deta Hay mohlat insaan
Ko thora Jazbaat sy kaam ly aaj tuu thory Khilaaf shikar
Ky aarzu meri ky Jaan bhi jayy pary giry na izzat Ki topi
Wo dy ryy ye goli pe Molly ki linain jo kheenchi to Lagta
Sarhany main sar rakh ky Tery sath betha ye jisam
Sy Jisam bhi jury par Aankhon sy Aankhain milati
Nai tum main Qaasid hun naib Ghrany ka Sur
Main Mandir ki Murti aur Masjid ki Saf
Main Girjy main Eesa ky haathon ka Raqs
Main jhoomoon es masti ky Alam main sarkon
Pe kaali gari Meri khwabon ky daldal main Phasi
Hay hassi hay chehry pe Maathy pe shikan
Ab betha Mushiary main rind hun main fil waqt
Apny aap ko rakha mayaan Main laga ky ky Khudi hay Main
Meri soch pe aqal ky dairy nai Banty ye Ishq
Ki Sarhad Haqeeqat pe Mabni es ghazal Ko naam do nazam ka
Zakhmo pe namak ka zehar bhi Chirak do
Thora sa kafan ky kapry pe Pewand laga ky aakhon sy Haqeeqat ko pher do
Apny jazbaat pe hota nai qaabu Aap meri kotahi ko kr dain muaaf
Main rindon ki mehfil main
Betha mushaira laga ky aap
Rakhain na mujh sy koi aas

Credits
Writer(s): Ahsan Mughal
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.