Kahan Hu Main
Ye duniya dhunde
Puche kahan hu main?
Main bolu inhe
Hu main aasmaan mein
Ye duniya dhunde
Puche kahan hu main?
Main bolu inhe
Hu main aasmaan mein (taaron mein)
Mila hamesha kyu haar mei sabak?
Ye zindagi manzil, par dikhti na sadak
Hai seene mei dil, par raha na dhadak
The andar se naram par hue ab kadak
Na mante haar hume jate na bhadak
Tum soch lo bura na padta hai farak
Ye zindagi buri, haan liye sab parakh
Yahin hai pataal, yahi hai haan narak!
Talent nahi hai ye mehnat ka asar
Karte hum grind, hai dil me sabar
Jo bole bura unki lete hum khabar
Jo karte hate unki khole hum kabar
Tayari mei chodde na koi bhi kasar
Karmo se bante insaan hai amar
Duniya toh yun hi badnaam hai chote
Yaha apne hi khode apno ki kabar!
Zindagi ek hi hai dost, jeele tu aaj ko, soch na kal ki
Jo sochega banega vohi, ye soch hai bhari na soch ye halki
Milege log bohot jo karege daga, aur karege chal bhi
Krishna Bhagwaan bhi kahe ki
Karte raho karam, mat chinta kar phal ki
Manzil hai dur bohot, khudse puchu mai khoya kaha pe?
Mushkile kitni hai sahi, ye kalam hi jane mai mai roya yaha pe
Matlabi log yaha, jeena nahi mujhe aise jahaan mein
Chod di duniya ye ab, dhundlena aake mujhe asmaan mein!
Ye duniya dhunde
Puche kahan hu main?
Main bolu inhe
Hu main aasmaan mein
Ye duniya dhunde
Puche kahan hu main?
Main bolu inhe
Hu main aasmaan mein (Taaron mein)
Sometimes I feel like
Everything that I do
Is it even worth it?
But then I realise
That if I don't
Then who will?
Ye zalim hai zindagi, matlabi log se bhara jaahan
Mudke dekhu toh lage na zindagi lage sapna
Kaise sab kia, mai kaha se aya mujhe hi pata
Nahi chiye ab kisiki jhooti tasali na jhooti wafa
Jo sath mei mere, main unhe hamesha rakhuga apna
Jo chodd gaye sath, mai banuga unka bura sapna
Naa jaanu main meri taqdeer mei rabb ne kya hai likha
Tu karte reh mehnat dekh badlegi lakeere haath ki haan
Remember
Nobody's gonna come and pull you out of this dirt
You gotta do it yourself
It's your life
Do whatever the fuck you wanna do
Ye duniya dhunde
Puche kahan hu main?
Main bolu inhe
Hu main aasmaan mein
Ye duniya dhunde
Puche kahan hu main?
Main bolu inhe
Hu main aasmaan mein
(Aasmaan mein)
Ye duniya dhunde (Haan haan)
Puche kahan hu main? (Kahan hu main?)
Main bolu inhe (Haan haan)
Hu main aasmaan mein (Aasmaan mein)
Ye duniya dhunde (Haan haan)
Puche kahan hu main? (Kahan hu main?)
Main bolu inhe (Haan haan)
Hu main aasmaan mein (Taaro mein)
Puche kahan hu main?
Main bolu inhe
Hu main aasmaan mein
Ye duniya dhunde
Puche kahan hu main?
Main bolu inhe
Hu main aasmaan mein (taaron mein)
Mila hamesha kyu haar mei sabak?
Ye zindagi manzil, par dikhti na sadak
Hai seene mei dil, par raha na dhadak
The andar se naram par hue ab kadak
Na mante haar hume jate na bhadak
Tum soch lo bura na padta hai farak
Ye zindagi buri, haan liye sab parakh
Yahin hai pataal, yahi hai haan narak!
Talent nahi hai ye mehnat ka asar
Karte hum grind, hai dil me sabar
Jo bole bura unki lete hum khabar
Jo karte hate unki khole hum kabar
Tayari mei chodde na koi bhi kasar
Karmo se bante insaan hai amar
Duniya toh yun hi badnaam hai chote
Yaha apne hi khode apno ki kabar!
Zindagi ek hi hai dost, jeele tu aaj ko, soch na kal ki
Jo sochega banega vohi, ye soch hai bhari na soch ye halki
Milege log bohot jo karege daga, aur karege chal bhi
Krishna Bhagwaan bhi kahe ki
Karte raho karam, mat chinta kar phal ki
Manzil hai dur bohot, khudse puchu mai khoya kaha pe?
Mushkile kitni hai sahi, ye kalam hi jane mai mai roya yaha pe
Matlabi log yaha, jeena nahi mujhe aise jahaan mein
Chod di duniya ye ab, dhundlena aake mujhe asmaan mein!
Ye duniya dhunde
Puche kahan hu main?
Main bolu inhe
Hu main aasmaan mein
Ye duniya dhunde
Puche kahan hu main?
Main bolu inhe
Hu main aasmaan mein (Taaron mein)
Sometimes I feel like
Everything that I do
Is it even worth it?
But then I realise
That if I don't
Then who will?
Ye zalim hai zindagi, matlabi log se bhara jaahan
Mudke dekhu toh lage na zindagi lage sapna
Kaise sab kia, mai kaha se aya mujhe hi pata
Nahi chiye ab kisiki jhooti tasali na jhooti wafa
Jo sath mei mere, main unhe hamesha rakhuga apna
Jo chodd gaye sath, mai banuga unka bura sapna
Naa jaanu main meri taqdeer mei rabb ne kya hai likha
Tu karte reh mehnat dekh badlegi lakeere haath ki haan
Remember
Nobody's gonna come and pull you out of this dirt
You gotta do it yourself
It's your life
Do whatever the fuck you wanna do
Ye duniya dhunde
Puche kahan hu main?
Main bolu inhe
Hu main aasmaan mein
Ye duniya dhunde
Puche kahan hu main?
Main bolu inhe
Hu main aasmaan mein
(Aasmaan mein)
Ye duniya dhunde (Haan haan)
Puche kahan hu main? (Kahan hu main?)
Main bolu inhe (Haan haan)
Hu main aasmaan mein (Aasmaan mein)
Ye duniya dhunde (Haan haan)
Puche kahan hu main? (Kahan hu main?)
Main bolu inhe (Haan haan)
Hu main aasmaan mein (Taaro mein)
Credits
Writer(s): Shivam Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.