Kahani

(Venting)
(Kahani)
(Kahani)

Choti si meri kahani
Suno ab meri zabani

Choti si meri kahani
Suno tum meri zabani

Ab Sun lo tum meri yeh baat
Haan, sun lo tum meri yeh baat

Band karu khudko apne kamrai mei
Kamrei mei awaazein aati hai bahir se

Yeh cheekna chilana, har ghar ka fasana
Hota hi yeh aarha hai bachpan se

Mai kabhi kabhi hu sun leta cheezai
Yeh cheezei voh cheezei jo sun ne ke layak nai

Haan lanat hai uspe, yeh karta hai charsai
Merey bhai ki yeh boli hui batei thi

Haan lanat hai mujpe, mai nahi krta charsai
Mai karta hu izzat aur kartu hu mehnat

Yeh mehnat voh mehnat jo kabhi na rang laye
Yeh mehnat voi mehnat jo logu ko tang laye

Koshish thi meri

Haan, koshish hai meri to get on the top

I dont wanna stop

Mai likhta hu likhta rhu

I'll get on the top

(Venting)

Nai family support
Nai chaye support

Hai kalam yeh bhaari
Mera khoon siyahi

Mai likhta hi javu
Mere lafz jo bhaari

Mai likhta hi javu
Alfaz yeh bhaari

Choti si meri kahani
Suno ab meri zabani

Choti si meri kahani
Suno tum meri zabani

Ab Sun lo tum meri yeh baat
Haan, sun lo tum meri yeh baat

Choti si meri kahani
Sunlo tum meri zabani

Choti si meri kahani
Sunlo tum meri zabani

Haan
Meri Kahaniyan

(Venting)



Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link