True Love Vulnerability
Ye baat sunaani mujhe hai usi ke baare me
Jiske pichey padeyy hai saare bechaarey ye
Bheed me khadi thi dur se dekha tha mujhe
dil se lagaaya par dhoka hi khilaaya mujhe
Ye gaana nahi h uski galti ke baare me
Us waqt ke upar jinke moments badey pyaare they
We were in love aur bethey pyaar ke nashey me high
Akela betha toh mujhe wahi saptahh yaad aye
Yaad hai tujhe hamaari woh pehli mulaakat
Galey lagaaya tha pakda tuney meraa haath
We had some ice cream and metro se gye faridabad
Kissed your head and said milenge kab hum agli baar
Lagaaa ye mujhe tha ke tu mujhe samajhti hai
Jab gussa ho toh baadal jesi kyu garajti hai
Tere jaane me shayad se hi meri galti hai
Kahaani esi ye lagey jese ye kal ki hai
Kari shuru se mene itni ruhaaniyat
Khatam ho chuki hai hamaari ye kahaani ab
Dikhaadeti mujhe tu thodi si nawaazishey
Karu mai puri fir saari ye teri khwaaish ab
Sab kehte they ki andha hota hai ye pyaar
Nahi tha pyaar, tuney kiya dushwaar
Kara mujhpe ye waar, with your feelings
Felt like wanna hang myself to the ceiling
Abhi bhi nahi ruka hu mai apni baato me
Kiya khatam shayd se mene apne haaton se
Mere jo andar bethi thi ye teri chahhatein
Jalaa ke rakh kari saari teri khwaahishey
Yehi sochu ab ke mai hi kitna pagal tha
Paas rehke bhi tha itna badaa faasla
Ab apni yaado se mujhe tu ab na rulaa
Mere dimaag se milo dur tu ab chali jaa

Credits
Writer(s): Dhruv Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.