DAUD
Puchhe mujhe naam kya hai
Kaam kya hai
Kaam kiya kaam ka parinaam kya hai
Baandh feete bhaagna jab jaan jaye
Bhaagna seekh bin joote kaam aaye
Puchhe mujhe naam kya hai
Kaam kya hai
Kaam kiya kaam ka parinaam kya hai
Baandh feete bhaagna jab jaan jaye
Bhaagna seekh bin joote kaam aaye
Kyuki ye hai daud daud daud daud
Daud daud daud daud
Kyuki ye hai daud daud daud daud
Daud daud daud daud
Haath liye hauslo ko rozz Jo ye
Raha hu Mai daud jo yu dost darr ba darr
Thokaron se chott le bhi khush kyonki
Shauk mera jo tha wo ab hai ghar
Mera sochta wo rozz jo na to
Tu na sunn paata dost mere lavz
Aaj jo bhi mai hu wo sab sabar se
Ye Qismat thodi rehti mujhpe sakht uhh
Aankh khole dekhta hu Sapna
Kyuki aankh band karne ka waqt na
Raaho se bhatakna wo haqq tha
100 baar girna sabak tha
Aankh khole dekhta hu Sapna
Kyuki aankh band karne ka waqt na
Raaho se bhatakna wo haqq tha
100 baar girkar hi seekha Hai
Kaato se bhari in raaho pe chalna
Baato pe dhyaan do puchho na Mtlb
Raato ko to jaage poori hi duniya par
Duniya ko raato jagaana maqsad
Isiliye ab rukk na hai jaise gunaah
Abhi sukh na par hona niraash
Hoga maqsad ka mere apmaan
Tabhi but sa ban deta na dhyaan
Ab kisi bhi baat pe
Chand lakeere haath ki
Teh kar sake na bhavishya mera
Tabhi baitha
Dhyaan jhok aankhe khole
Seenchu kala ye meri
Shraap ya vardaan hogi
Mere ye haath me
Tabhi
Likhu moti shayari safed
Harr ek lavz sheesha
Parchhai dekh apni
Heere jade harr panne pe
Samajh ye hai hip hop ka ved
Isiliye ab rukk na hai jaise gunaah
Abhi sukh na par hona niraash
Hoga maqsad ka mere apmaan
Tabhi but sa ban deta na dhyaan
(Abhijay and Harsh's voice note)
Puchhe mujhe naam kya hai
Kaam kya hai
Kaam kiya kaam ka parinaam kya hai
Baandh feete bhaagna jab jaan jaye
Bhaagna seekh bin joote kaam aaye
Puchhe mujhe naam kya hai
Kaam kya hai
Kaam kiya kaam ka parinaam kya hai
Baandh feete bhaagna jab jaan jaye
Bhaagna seekh bin joote kaam aaye
Kyuki ye hai daud daud daud daud
Daud daud daud daud
Kyuki ye hai daud daud daud daud
Daud daud daud daud
Kyuki ye hai daud daud daud daud
Daud daud daud daud
Kyuki ye hai daud daud daud daud
Daud daud daud daud
(Harsh's voice note)
Kaam kya hai
Kaam kiya kaam ka parinaam kya hai
Baandh feete bhaagna jab jaan jaye
Bhaagna seekh bin joote kaam aaye
Puchhe mujhe naam kya hai
Kaam kya hai
Kaam kiya kaam ka parinaam kya hai
Baandh feete bhaagna jab jaan jaye
Bhaagna seekh bin joote kaam aaye
Kyuki ye hai daud daud daud daud
Daud daud daud daud
Kyuki ye hai daud daud daud daud
Daud daud daud daud
Haath liye hauslo ko rozz Jo ye
Raha hu Mai daud jo yu dost darr ba darr
Thokaron se chott le bhi khush kyonki
Shauk mera jo tha wo ab hai ghar
Mera sochta wo rozz jo na to
Tu na sunn paata dost mere lavz
Aaj jo bhi mai hu wo sab sabar se
Ye Qismat thodi rehti mujhpe sakht uhh
Aankh khole dekhta hu Sapna
Kyuki aankh band karne ka waqt na
Raaho se bhatakna wo haqq tha
100 baar girna sabak tha
Aankh khole dekhta hu Sapna
Kyuki aankh band karne ka waqt na
Raaho se bhatakna wo haqq tha
100 baar girkar hi seekha Hai
Kaato se bhari in raaho pe chalna
Baato pe dhyaan do puchho na Mtlb
Raato ko to jaage poori hi duniya par
Duniya ko raato jagaana maqsad
Isiliye ab rukk na hai jaise gunaah
Abhi sukh na par hona niraash
Hoga maqsad ka mere apmaan
Tabhi but sa ban deta na dhyaan
Ab kisi bhi baat pe
Chand lakeere haath ki
Teh kar sake na bhavishya mera
Tabhi baitha
Dhyaan jhok aankhe khole
Seenchu kala ye meri
Shraap ya vardaan hogi
Mere ye haath me
Tabhi
Likhu moti shayari safed
Harr ek lavz sheesha
Parchhai dekh apni
Heere jade harr panne pe
Samajh ye hai hip hop ka ved
Isiliye ab rukk na hai jaise gunaah
Abhi sukh na par hona niraash
Hoga maqsad ka mere apmaan
Tabhi but sa ban deta na dhyaan
(Abhijay and Harsh's voice note)
Puchhe mujhe naam kya hai
Kaam kya hai
Kaam kiya kaam ka parinaam kya hai
Baandh feete bhaagna jab jaan jaye
Bhaagna seekh bin joote kaam aaye
Puchhe mujhe naam kya hai
Kaam kya hai
Kaam kiya kaam ka parinaam kya hai
Baandh feete bhaagna jab jaan jaye
Bhaagna seekh bin joote kaam aaye
Kyuki ye hai daud daud daud daud
Daud daud daud daud
Kyuki ye hai daud daud daud daud
Daud daud daud daud
Kyuki ye hai daud daud daud daud
Daud daud daud daud
Kyuki ye hai daud daud daud daud
Daud daud daud daud
(Harsh's voice note)
Credits
Writer(s): Akshat Ghildiyal
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.