Gurudev Aapki Nazro Se

Gurudev aapki nazro se, nij ko nihara hai
Gurudev aapki nazro se, nij ko nihara hai

Bikhra hua tha, sadiyon se jivan
Bikhra hua tha,sadiyon se jivan
Usko savaara hai
Gurudev aapki nazro se, nij ko nihara hai

Mein kon hu, aur aaya kaha se
Jaana kaha, ye na bodh tha
Mein kon hu, aur aaya kaha se
Jaana kaha, ye na bodh tha

Nij atma ki, gehraiyo ko
Kiya hamne koi na shodh tha
Dhundhla sa mera, dharmacharan tha
Dhundhla sa mera, dharmacharan tha
Usko nikhara hai
Gurudev aapki nazro se, nij ko nihara hai

Jise dhundhte hum, baahey bhatak kar
Vo Aapne bhitar me dikhlaya
Jise dhundhte hum, baahey bhatak kar
Vo Aapne bhitar me dikhlaya

Manorath liye daud mann ke jo ghodey
Unhey Aapne pal bhar me thehraaya
Sahaj jivan se, sadgun ka saurabh
Sahaj jivan se, sadgun ka saurabh
Jagat me bikhera hai
Gurudev aapki nazro se, nij ko nihara hai

Kya bhet dun mein, Unke Charan mein
Jinko jagat ki na aas hai
Kya bhet dun mein, Unke Charan mein
Jinko jagat ki na aas hai
Tanman aatam karu sab arpan, ye paamar Aapka daas hai

Param panth pe badhte, har jivan ka
Param panth pe badhte, har jivan ka
Aap sahaara hai

Gurudev aapki nazro se, nij ko nihara hai
Gurudev aapki nazro se, nij ko nihara hai
Nij ko nihara hai



Credits
Writer(s): Srmd Bhakti
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link