Shuruwat

Shuruwat ye nyi hai maine badal diya rasta
Mai sab peeche chod aya jo bhi mere pass tha
Mai kandhe pe na laad ta is bojh ko to
Bhla kaise sab ko btata mai b khaas tha
Bta kitne sge hai jinhe naaz tha
Kyu apno ki bheed mein bhi lage tu anath sa
Depression is a bitch magar hota na ye hadsa
To kalam kaise deti ye gawahi kaise khud ko tu pehchanta

Harbar ki tra tu is saal bhi
Gairo se kaafi door jyada apno k pass ni
Ye cheekhti zuban
Tu bhi maan ya na maan
Isbaar bhi baat tune daru pi k tal di k
Nafrat tere sar pe chadhi hai
Har waqt teri soch teri yaadon se ladi hai
Tere baju mein khadi hai teri maut kyu tu has k dikhara
Tere honth rhe kaamp lge ankhon mein nami hai

Jise chaha tune pass wo nahi hai
Gunah kiye tune laakh ehsas to nahi hai
Charo taraf hai andhera magar raat to nahi hai
Jazbaat abhi zinda bna laash to nahi hai bro
Zyada bigde halaat to nahi hai
Vaise bhi tere liye ye badi baat to nahi hai
Teri maa ki jo ummedein bani raakh to nahi hai
Alfaz tere khass magar tujhe beta gyaat ee nahi hai

Shuruwat ye nyi hai maine badal diya rasta
Mai sab peeche chod aya jo bhi mere pass tha
Mai kandhe pe na laad ta is bojh ko to
Bhla kaise sab ko btata mai b khaas tha
Bta kitne sge hai jinhe naaz tha
Kyu apno ki bheed mein bhi lage tu anath sa
Depression is a bitch magar hota na ye hadsa
To kalam kaise deti ye gawahi kaise khud ko tu pehchanta

Tu janta hai sab magar itna ni jaanta
Tu nikla wha se jha bikta imaan tha
Toot rhe the sapne
Loot rhe the apne
Gunehgaar bhi de rhe hawala tere naam ka
Kinara tere jaam ka bna sahara jaise kisi doobte ko nav ka
Ankhon mein bas tanav tha
Blind ee khela dav tha
Thankyou is awaam ka jinhone diya saath
Faila naam ye tabhi hai

Jise chaha tune pass wo nahi hai
Gunah kiye tune laakh ehsas to nahi hai
Charo taraf hai andhera magar raat to nahi hai
Jazbaat abhi zinda bna laash to nahi hai bro
Zyada bigde halaat to nahi hai
Vaise bhi tere liye ye badi baat to nahi hai
Teri maa ki jo ummedein bani raakh to nahi hai
Alfaz tere khass magar tujhe beta gyaat ee nahi hai

Shuruwat ye nyi hai maine badal diya rasta
Mai sab peeche chod aya jo bhi mere pass tha
Mai kandhe pe na laad ta is bojh ko to
Bhla kaise sab ko btata mai b khaas tha
Bta kitne sge hai jinhe naaz tha
Kyu apno ki bheed mein bhi lage tu anath sa
Depression is a bitch magar hota na ye hadsa
To kalam kaise deti ye gawahi kaise khud ko tu pehchanta

Ane wali tabahi ka paigaam tha
Kalam hai karamaat si tabhi faila ye naam tha
Ankhon mein barsaat thi kaafi bda ye daam tha jo tune hai chukaya
Tabhi to mila inaam tha
Bta rone k ilava kya hi kaam tha
Dhua tha charo trf or hathon mein tere jaam tha
Wo naam tha jo tera badnaam un galio mein
Aaj un galio mein tera koi mukam ee nahi hai

Jise chaha tune pass wo nahi hai
Gunah kiye tune laakh ehsas to nahi hai
Charo taraf hai andhera magar raat to nahi hai
Jazbaat abhi zinda bna laash to nahi hai bro
Zyada bigde halaat to nahi hai
Vaise bhi tere liye ye badi baat to nahi hai
Teri maa ki jo ummedein bani raakh to nahi hai
Alfaz tere khass magar tujhe beta gyaat ee nahi hai

Shuruwat ye nyi hai maine badal diya rasta
Mai sab peeche chod aya jo bhi mere pass tha
Mai kandhe pe na laad ta is bojh ko to
Bhla kaise sab ko btata mai b khaas tha
Bta kitne sge hai jinhe naaz tha
Kyu apno ki bheed mein bhi lage tu anath sa
Depression is a bitch magar hota na ye hadsa
To kalam kaise deti ye gawahi kaise khud ko tu pehchanta



Credits
Writer(s): Manish Kumar
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link