Bhai
Akele hi rehna tu
Akele hi rehna tu
Kutti hai duniya yeh sari
Bhai akele hi rehna tu
Akele hi rehna tu
Akele hi rehna tu
Kutti hai duniya yeh sari
Bhai akele
Jo bhi hai haadse
Zakhmon ke sath bhi
Haste hi rehna tu
Jaise bhi raaste
Mazil ko taakte
Aage hi behna tu
Mushkil hai zindagi
Sehna bhi tujhko
Toh kisi se kehna kyu?
Akele hi aaya tha tu
Aur bhai akele hi rehna tu
Jo bhi hai haadse
Zakhmon ke sath bhi
Haste hi rehna tu
Jaise bhi raaste
Mazil ko taakte
Aage hi behna tu
Mushkil hai zindagi
Sehna bhi tujhko
Toh kisi se kehna kyu?
Akele hi aaya tha tu
Aur bhai akele hi rehna tu
Kutti hai duniya
Aur duniya main tera koi saga nahi
Patthar ke dilwale
Jazbaat ki yaha koi jagah nahi
Bina Wajah ke tujhse koi juda nahi
Bina Wajah ke tujhse koi juda nahi
Bina Dua ke khush hota khuda nahi
Matlab se jude hai log
Matlabi khuda bhi
Meri darkhasht hai tujhse
Tu rehna wafa se bhi dur bhai
Jismani zakhmon se gehre
Zakhm dete husn-e-noor bhai
Aashiq jaat ke log
Farhaad se hote mashoor bhai
Maut ke baad, Maut ke baad
Yahi dastoor bhai
Aur paise ki baat karu
Toh jitna mila utna kam hai
Na mita sake tere aansu
Na mite sake tere gum hai
Par jeb mein tere rakam hai
Toh yeh naachenge tere kadam pe
Paise khatam, Toh nauche zakhm
Maut bhi bikti yaha, Paiso ke dum pe
Kasam se
Maa baap se upar koi rishta nahi
Maa ke pyaar main
Matlab fereb aur lalch mujhe kabhi dikhta nahi
Maa ki gaod main rakhe jo sar
Toh koi bhi dard tikta nahi
Baap ke liye main bolu bhi kya
Bada baap se koi farishta nahi
Jo bhi hai haadse
Zakhmon ke sath bhi
Haste hi rehna tu
Jaise bhi raaste
Mazil ko taakte
Aage hi behna tu
Mushkil hai zindagi
Sehna bhi tujhko
Toh kisi se kehna kyu?
Akele hi aaya tha tu
Aur bhai akele hi rehna tu
Jo bhi hai haadse
Zakhmon ke sath bhi
Haste hi rehna tu
Jaise bhi raaste
Mazil ko taakte
Aage hi behna tu
Mushkil hai zindagi
Sehna bhi tujhko
Toh kisi se kehna kyu?
Akele hi aaya tha tu
Aur bhai akele hi rehna tu
Nashe main tu dhundhe khushi
Andhere main dhundhe hai chain
Tere mere jaise bande mutadid
Jinko takleefein rab ki hai den
Everythings gonna change
Tu hona na khud se kafa mere bhai
Jo tera na tha, na tera hua
Aur ismein na teri khata mere bhai
Aur bata du main bhai
Har chot yeh ilm hai aadam jaat ko
Na khot jis dil main
Tu hi bata kya hai adam jaat wo
Mukkadam jo saath ho
Zeehreelein saap se dete hai kaat wo
Teri khushi se mukhalif hai yeh
Tu hi bata kaise tere yeh khas dost?
Naqaabposh, Hasi ka tu khamooshi apni bana
Na hasad na mohobbat na yaari ko dil main tu dena panah
Umeedein bhi rakhna hai sabse gunah
Akele hi apne tu raste bana
Akele tu aaya, Akele jeeya
Aur bhai akele tu hoga fanah
Toh jane se pehle tu kar aiesa kuch ho fakar tere baap ko
Toh jane se pehle jama kar wo daulat sahara jo baap ko
Aur jane se pehle tu haske zara bas maa ko adaab bol
Maa ki mohobbat ka karz aiesa
Na tu ada kar sake yeh hisaab wo
Jo bhi hai haadse
Zakhmon ke sath bhi
Haste hi rehna tu
Jaise bhi raaste
Mazil ko taakte
Aage hi behna tu
Mushkil hai zindagi
Sehna bhi tujhko
Toh kisi se kehna kyu?
Akele hi aaya tha tu
Aur bhai akele hi rehna tu
Jo bhi hai haadse
Zakhmon ke sath bhi
Haste hi rehna tu
Jaise bhi raaste
Mazil ko taakte
Aage hi behna tu
Mushkil hai zindagi
Sehna bhi tujhko
Toh kisi se kehna kyu?
Akele hi aaya tha tu
Aur bhai akele hi rehna tu
Akele hi rehna tu
Akele hi rehna tu
Kutti hai duniya yeh sari
Bhai akele hi rehna tu
Akele hi rehna tu
Akele hi rehna tu
Kutti hai duniya yeh sari
Mere bhai khayal rakhna
Akele hi rehna tu
Kutti hai duniya yeh sari
Bhai akele hi rehna tu
Akele hi rehna tu
Akele hi rehna tu
Kutti hai duniya yeh sari
Bhai akele
Jo bhi hai haadse
Zakhmon ke sath bhi
Haste hi rehna tu
Jaise bhi raaste
Mazil ko taakte
Aage hi behna tu
Mushkil hai zindagi
Sehna bhi tujhko
Toh kisi se kehna kyu?
Akele hi aaya tha tu
Aur bhai akele hi rehna tu
Jo bhi hai haadse
Zakhmon ke sath bhi
Haste hi rehna tu
Jaise bhi raaste
Mazil ko taakte
Aage hi behna tu
Mushkil hai zindagi
Sehna bhi tujhko
Toh kisi se kehna kyu?
Akele hi aaya tha tu
Aur bhai akele hi rehna tu
Kutti hai duniya
Aur duniya main tera koi saga nahi
Patthar ke dilwale
Jazbaat ki yaha koi jagah nahi
Bina Wajah ke tujhse koi juda nahi
Bina Wajah ke tujhse koi juda nahi
Bina Dua ke khush hota khuda nahi
Matlab se jude hai log
Matlabi khuda bhi
Meri darkhasht hai tujhse
Tu rehna wafa se bhi dur bhai
Jismani zakhmon se gehre
Zakhm dete husn-e-noor bhai
Aashiq jaat ke log
Farhaad se hote mashoor bhai
Maut ke baad, Maut ke baad
Yahi dastoor bhai
Aur paise ki baat karu
Toh jitna mila utna kam hai
Na mita sake tere aansu
Na mite sake tere gum hai
Par jeb mein tere rakam hai
Toh yeh naachenge tere kadam pe
Paise khatam, Toh nauche zakhm
Maut bhi bikti yaha, Paiso ke dum pe
Kasam se
Maa baap se upar koi rishta nahi
Maa ke pyaar main
Matlab fereb aur lalch mujhe kabhi dikhta nahi
Maa ki gaod main rakhe jo sar
Toh koi bhi dard tikta nahi
Baap ke liye main bolu bhi kya
Bada baap se koi farishta nahi
Jo bhi hai haadse
Zakhmon ke sath bhi
Haste hi rehna tu
Jaise bhi raaste
Mazil ko taakte
Aage hi behna tu
Mushkil hai zindagi
Sehna bhi tujhko
Toh kisi se kehna kyu?
Akele hi aaya tha tu
Aur bhai akele hi rehna tu
Jo bhi hai haadse
Zakhmon ke sath bhi
Haste hi rehna tu
Jaise bhi raaste
Mazil ko taakte
Aage hi behna tu
Mushkil hai zindagi
Sehna bhi tujhko
Toh kisi se kehna kyu?
Akele hi aaya tha tu
Aur bhai akele hi rehna tu
Nashe main tu dhundhe khushi
Andhere main dhundhe hai chain
Tere mere jaise bande mutadid
Jinko takleefein rab ki hai den
Everythings gonna change
Tu hona na khud se kafa mere bhai
Jo tera na tha, na tera hua
Aur ismein na teri khata mere bhai
Aur bata du main bhai
Har chot yeh ilm hai aadam jaat ko
Na khot jis dil main
Tu hi bata kya hai adam jaat wo
Mukkadam jo saath ho
Zeehreelein saap se dete hai kaat wo
Teri khushi se mukhalif hai yeh
Tu hi bata kaise tere yeh khas dost?
Naqaabposh, Hasi ka tu khamooshi apni bana
Na hasad na mohobbat na yaari ko dil main tu dena panah
Umeedein bhi rakhna hai sabse gunah
Akele hi apne tu raste bana
Akele tu aaya, Akele jeeya
Aur bhai akele tu hoga fanah
Toh jane se pehle tu kar aiesa kuch ho fakar tere baap ko
Toh jane se pehle jama kar wo daulat sahara jo baap ko
Aur jane se pehle tu haske zara bas maa ko adaab bol
Maa ki mohobbat ka karz aiesa
Na tu ada kar sake yeh hisaab wo
Jo bhi hai haadse
Zakhmon ke sath bhi
Haste hi rehna tu
Jaise bhi raaste
Mazil ko taakte
Aage hi behna tu
Mushkil hai zindagi
Sehna bhi tujhko
Toh kisi se kehna kyu?
Akele hi aaya tha tu
Aur bhai akele hi rehna tu
Jo bhi hai haadse
Zakhmon ke sath bhi
Haste hi rehna tu
Jaise bhi raaste
Mazil ko taakte
Aage hi behna tu
Mushkil hai zindagi
Sehna bhi tujhko
Toh kisi se kehna kyu?
Akele hi aaya tha tu
Aur bhai akele hi rehna tu
Akele hi rehna tu
Akele hi rehna tu
Kutti hai duniya yeh sari
Bhai akele hi rehna tu
Akele hi rehna tu
Akele hi rehna tu
Kutti hai duniya yeh sari
Mere bhai khayal rakhna
Credits
Writer(s): Harishsingh Thakur, Parag Deshmukh, Tsquare Beats
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.