Do Teen Din

Soya na main aur khaya na hu main Do Teen din se
Marke chale gye log wahi, marta tha main jinpe
Kyu duniya hain sara ye bhola dikhta?
Khilona bana diya dil
Sabr hee mera ilaaz hain
Shayed wo jaygi mil

Soya na main aur khaya na hu main Do Teen din se
Marke chale gye log wahi, marta tha main jinpe
Kyu duniya hain sara ye bhola dikhta?
Khilona bana diya dil
Sabr hee mera ilaaz hain
Shayed wo jaygi mil

Jinke liye tha sabkuch main
Wo gyi aise jaise kuch na main
Kya sabkuch itna aasan tha?
Milo usse kabhi puchna ye

Bhatak gye safar me hee
Jinke sath talash ki manzilein
Likhi shayari ki kagazon se kashti banake
Tere dilke aur chal diye.

Dilme sawal ek, kyu gyi wo chorke aise
Fir toote dil ko,wapis hum jorte kaise
Gharke halate na thik, kandho pe bojh hain wese
Mera hain akhri din, jeeta main roz wese

Tunne na toda tha dil mera
Toota toh tera maqan
duniya ko jeet main aya hu
Kyu tere aage naqam?

Kitabein banadi galti ki meri
Par jhoota muh tum jadh na payi
Tum duniya se larne ko razi theh
Par khudke khilaf hee ladh na payi.

Aab thak chuke hain ye kadam
Main chal na sakta ye jahan
Par laut ke jau kaha?
yaha na waha ka raha.

Soya na main aur khaya na hu main Do Teen din se
Marke chale gye log wahi, marta tha main jinpe
Kyu duniya hain sara ye bhola dikhta?
Khilona bana diya dil
Sabr hee mera ilaaz hain
Shayed wo jaygi mil.

Soya na main aur khaya na hu main Do Teen din se
Marke chale gye log wahi, marta tha main jinpe

Kyu duniya hain sara ye bhola dikhta?
Khilona bana diya dil
Sabr hee mera ilaaz hain
Shayed wo jaygi mil.



Credits
Writer(s): Ushawty Beats
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link