awaaz

Akhon ka yeh parda
Chehroon ka badalna
Kuch kehna toh kuch chahaana
Chupaana, bahaana
Main behetee akhon se cheektha reh gaya
Tu kehti hai thuje meri awaaz bhi na aayi
Main teri chittiyon ke sang jalta reh gaya
Tu kehti hai thuje meri yaad bhi na aayi
Tu kehti hai thuje meri awaaz bhi na aayi
Zakhmoon ka yoon bharna
Nayee loogon ka aana
Mujhe yeh samajh nahi aaye
Koyi jaane ke liye kyun aaye
Ab tak samjh nahi aaye
Door jane ke liye kyu paas aaye
Main bikhra tha cheek raha tha tujhe dikh bhi tha gaya
Tu kehti hai tujhe main ne jhalak na dikhaayi
Main haara doobaara tha main ne maanga sahara
Tu kehti hai thuje meri awaaz bhi na aayi
Tu kehti hai thuje meri awaaz bhi na aayi
Tu kehti hai thuje meri awaaz bhi na aayi



Credits
Writer(s): Sagar Verma
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link