Mere Jazbaat
Aao duniya walo Aaj sunlo meri baat
Karne aaya hu Bayaan mai dil k halat
Dil me in jazbaato ko ab rakha nhi jata
Haan toota thha dil mera bhi ek raat
Dil ki saari baatein mere hothon tk aa jati h
Par Jane kyu ye andar hi, Dafan reh jati hai
Aye Uparwale mujhe aur nhi jeena
Din raat mujhe uski yaadein tadpati hai
Jo Padh na main paya, Tu aisi thi kitaab
Jo Poora na ho paya, Tu aisa thi khwaab
Intezaar ne tere Halat Krdi kharab
Peeta gya mai bin paani ki sharab
Dosto k naam pe mile thhe mujhe saanp
Shayad Maine kiye honge aise kuch paap
Raat bhar dp ko teri dekh socha krta tha
Unblock kr k poochegi tu Theek ho na Aap
Dil aur dimaag me chhidi hai ek jung
Tu kehti thi na mujhe ni h bolne ka dhang
Gar kismat me nhi h likha, jeena ek sath
Main Yun hi mar jana Teri, Yaadon ke sang
Saans lena bhi mujhe ab lge ek bojh
Din raat aankhain bas tujhe rhi khoj
Odha main chahre pe smile ka naqaab
Duniya wale kahte saala kr rha hai mauj
Thakk gya rakh rakh dil me yeh saari baat
Hai hothon pe vo aai aaj sadiyo k baad
Is tarah ghut ghut ke ab jee na main paun
Ab rokna na koi mujhe bolne do aaj
Tunne kaise bhulaya mujhe bs itna bata de
Kaise bhoolu tujhe Ye tu Mujhe bhi sikha de
Us khuda se bhi bhad k maine chaha thaa tujhe
Kya karu tere bina Arey koi to bata de
Kaise jeeyu tere bina Ab koi to bata de
Bs hua jhoot aur bola nhi jata
Khush hone ka dikhawa aur kiya nhi jata
Teri yaadoon ke sahare ab pal pal jee rha hu
Jaan Tere bina mujhe jeena nhi aata
Haan foot foot roya thha mai jhagde k baad
Kaash ho paati bas Ek aakhiri mulaqaat
Tere baad mujhe jeene ki koi wajah na mili
Sachh bolna tujhe ab meri aati nhi kya yaad
Maine Kitni hi raatein ro ro k guzari
Neend se na jaane kaisi dushmani paali
Khuli Aankhon se main dekhta hun supne tumhare
Woh takiya bhi nam rehta hai yaad main tumhari
Galti thhi meri sari haan maanta hu
Der ho chuki h ab haan ye bhi janta hu
Kaash ho paaye bs ek aakhiri mulaqaat
Uper wale sun le poori kr de ye muraad
Dard Mujhe tere Jaane ka nahi
Dil toh mera un lamho ne toda hai
Jo lamhe human sath bitaaye hai
Jo waqt apna tere naam Kiya hai
Naraaz mai teri bewafayi se nahi
Mujhe Gussa toh apni hi wafa ka hai
Mera rona bhi toh ab lazmi nahi
Tunne mujhe khoya hai
Nuksaan toh tera hai
Karne aaya hu Bayaan mai dil k halat
Dil me in jazbaato ko ab rakha nhi jata
Haan toota thha dil mera bhi ek raat
Dil ki saari baatein mere hothon tk aa jati h
Par Jane kyu ye andar hi, Dafan reh jati hai
Aye Uparwale mujhe aur nhi jeena
Din raat mujhe uski yaadein tadpati hai
Jo Padh na main paya, Tu aisi thi kitaab
Jo Poora na ho paya, Tu aisa thi khwaab
Intezaar ne tere Halat Krdi kharab
Peeta gya mai bin paani ki sharab
Dosto k naam pe mile thhe mujhe saanp
Shayad Maine kiye honge aise kuch paap
Raat bhar dp ko teri dekh socha krta tha
Unblock kr k poochegi tu Theek ho na Aap
Dil aur dimaag me chhidi hai ek jung
Tu kehti thi na mujhe ni h bolne ka dhang
Gar kismat me nhi h likha, jeena ek sath
Main Yun hi mar jana Teri, Yaadon ke sang
Saans lena bhi mujhe ab lge ek bojh
Din raat aankhain bas tujhe rhi khoj
Odha main chahre pe smile ka naqaab
Duniya wale kahte saala kr rha hai mauj
Thakk gya rakh rakh dil me yeh saari baat
Hai hothon pe vo aai aaj sadiyo k baad
Is tarah ghut ghut ke ab jee na main paun
Ab rokna na koi mujhe bolne do aaj
Tunne kaise bhulaya mujhe bs itna bata de
Kaise bhoolu tujhe Ye tu Mujhe bhi sikha de
Us khuda se bhi bhad k maine chaha thaa tujhe
Kya karu tere bina Arey koi to bata de
Kaise jeeyu tere bina Ab koi to bata de
Bs hua jhoot aur bola nhi jata
Khush hone ka dikhawa aur kiya nhi jata
Teri yaadoon ke sahare ab pal pal jee rha hu
Jaan Tere bina mujhe jeena nhi aata
Haan foot foot roya thha mai jhagde k baad
Kaash ho paati bas Ek aakhiri mulaqaat
Tere baad mujhe jeene ki koi wajah na mili
Sachh bolna tujhe ab meri aati nhi kya yaad
Maine Kitni hi raatein ro ro k guzari
Neend se na jaane kaisi dushmani paali
Khuli Aankhon se main dekhta hun supne tumhare
Woh takiya bhi nam rehta hai yaad main tumhari
Galti thhi meri sari haan maanta hu
Der ho chuki h ab haan ye bhi janta hu
Kaash ho paaye bs ek aakhiri mulaqaat
Uper wale sun le poori kr de ye muraad
Dard Mujhe tere Jaane ka nahi
Dil toh mera un lamho ne toda hai
Jo lamhe human sath bitaaye hai
Jo waqt apna tere naam Kiya hai
Naraaz mai teri bewafayi se nahi
Mujhe Gussa toh apni hi wafa ka hai
Mera rona bhi toh ab lazmi nahi
Tunne mujhe khoya hai
Nuksaan toh tera hai
Credits
Writer(s): Gaurav Goyal
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.