Humsafar

Badi door se aya hu mai
Dhundne jahan mai sukoon ko
Beetein lamho se sane hai
Waqt apne naye purane
Badi door se aya hu mai
Dhundne jahan mai sukoon ko
Beetein lamho se sane hai
Waqt apne naye purane

In behti hawao mai
Khusboo hai fizaao ki
Bhar lun saanson mai inko
Jeelun khul ke is pal ko
In behti hawao mai
Khusboo hai fizaao ki
Bhar lun saanson mai inko
Jeelun khul ke is pal ko

Musafir sab is duniya mai
Khoye apno mai sare
Milta koi humsafar toh
Kat jaate raste sare

Badi door se aya hu mai
Dhundne jahan mai sukoon ko
Milta koi humsafar toh
Kat jaate raste sare

Baithu mai fizaao mai
Nadiyon ke kinaron mai
Galiyon ke chaubaro pe
Mandir mazaro mai
Baithu mai fizaao mai
Nadiyon ke kinaron mai
Galiyon ke chaubaro pe
Mandir mazaro mai

In wadiyon mai gumsum
Akela mai chal raha hu
Milta koi humsafar toh
Kat jaate raste sare

Badi door se aya hu mai
Dhundne jahan mai sukoon ko
Beetein lamho se sane hai
Waqt apne naye purane

Yeh boonde oson ki
Phulon aur patto ki
Geeton mai milti si
Rango mai ghulti si

Yeh boonde oson ki
Phulon aur patto ki
Geeton mai milti si
Rango mai ghulti si

Badi tej yeh duniya hai
Thamne ka naam kaha hai
Milta koi humsafar toh
Kat jaate raste sare

Badi door se aya hu mai
Dhundne jahan mai sukoon ko
Beetein lamho se sane hai
Waqt apne name purane



Credits
Writer(s): Dixit Jaiswal
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link