Fir Ye Hua

Kya pata
Kya khabar
Saamne wahi nazar
Kehne ko khamoshi
Nazron se ab vaasta
Rehne doon, ya main karu bayaan
Isahaaro mein main laapata

Fir ye hua
Kab kyu hua
Kise pata
Kab ye hua

Kuch na kahu fir bhi sab poora lagta hai
Tere sath safar bhi ab manzil lagta hai
Kya hoon main?
Tu kya mera?
Meri jaan
Mujhe bata
Jaana to tha wapis par magar
Ab yahi mera ghar hua

Fir ye hua
Kab kyu hua
Kise pata
Kab ye hua



Credits
Writer(s): Dinesh Miglani
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link