Apna Bana Le

Tu mera koyi na hoke bhi kuch laage
Tu mera koyi na hoke bhi kuch laage

Kiya re jo bhi tune, kaise kiya re?
Jiya ko mere baandh aise liya re
Samajh ke bhi na samajh main sakoon

Saveron ka mere tu sooraj laage
Tu mera koyi na hoke bhi kuch laage
Tu mera koyi na hoke bhi kuch laage
Tu mera koyi na hoke bhi kuch laage

Apna bana le, piya, apna bana le, piya
Apna bana le mujhe, apna bana le, piya
Apna bana le, piya, apna bana le, piya
Dil ke nagar mein sheher tu basa le, piya

Chhoone se tere, haan, tere, haan, tere
Pheeki ruton ko rang laage

Mm, chhoone se tere, haan, tere, haan, tere
Pheeki ruton ko rang lage
Teri disha mein kyun chalne se mere
Pairon ko pankh lage?

Raha na mere kaam ka jag saara
Ho bas tere naam se hi guzaara
Ulajh ke yoon na sulajh main sakoon

Zubaaniyaan teri jhoothi bhi sach laage
Tu mera koyi na hoke bhi kuch laage
Tu mera koyi na hoke bhi kuch laage
Tu mera koyi na hoke bhi kuch laage

Apna bana le, piya, apna bana le, piya
Apna bana le mujhe, apna bana le, piya
Apna bana le, piya, apna bana le, piya
Dil ke nagar mein sheher tu basa le, piya

Oh, sab kuch mera chaahe naam apne likha le
Badle mein itni toh yaari nibha le
Jag ki hiraasat se mujhko chhuda le
Apna bana le, bas apna bana le
Apna bana le
Apna bana le



Credits
Writer(s): Amitabh Bhattacharya, Sachin, Jigar
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link