Hosh

Yunhi rang ude din mein bhi, din mein bhi
Yunhi ghoomein hum raaton mein,raaton mein
Fate woofer lagti hain gediyaan
Jab jab saje mehfilen yaaron mein

Maine kho diya hosh mera
Subha hui baaton mein
Mera haal kya na mujhko pata
Pucho mere yaaro se
Maine kho diya hosh mera
Subha hui baaton mein
Mera haal kya na mujhko pata
Pucho mere yaaro se

Humse in raaston mein
Kuch ke ghar baar chhute
Matlabi pyaar chhute
Rangeen se khwaab toote
Humse in raaston mein
Kuch ke ghar baar chhute
Matlabi pyaar chhute
Rangeen se khwaab toote

Naa khud ki khabar
Chalen befikar
Hai baazi lagi ye saari umar
Lage na hamein
Kisi ki nazar
Talab zindagi
Talab hi safar

Kahaani hongi humpe
Jubaane hongi humpe
Jo khaak kehte humko
Wo hi milna chahe humse

Maine kho diya hosh mera
Subha hui baaton mein
Mera haal kya na mujhko pata
Pucho mere yaaro se
Maine kho diya hosh mera
Subha hui baaton mein
Mera haal kya na mujhko pata
Pucho mere yaaro se
Maine kho diya hosh mera
Subha hui baaton mein
Mera haal kya na mujhe na pata
Pucho mere yaaro se



Credits
Writer(s): Kabeer Sabharwal
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link