Parayaa
Dard hi to dard hai
Ye vaado ke karz hai
Jo baithe hai darpe humare
Maanoge tum bhi nahi
Jo batade adhoore
Jo farz hai humare
Sawaare ya dil na sawaare
Ye Mera hai khoon
Na kam bemisaal hai
Kitna bhi tute
Ye itni majaal hai ke
Judke hamesha ye
Khada sau baar hai
Hum Bhi Na jaane
Hona kya haal hai
Jo chuna hai maine vajood mera
Du Na bahaane
Mai aaya hu paane
Aur paake rahunga guroor mera
Vo chin ke le gaye sukoon mera
Par le naa paaye vo junoon mera
Mehnat ne bhare ye khoon se haath
Jo rang layi maine khoon ke saath
Mere saath rehke to dard mera maanoge
Meri is hasraat ki wajah fir jaanoge
Kyu rehta logo se durr Bas khudpe guroor
Hai JD Na Aam pehchaanoge
Bhar dunga taare mai tere naam se
Duniye to chaahti hum haath baandle
Tumlog ki Na kuch auqaat saamne
Mai maru ye jaane jiya shaan se
Meri tu rah cheenle
Mere dil ki dua gin le
Tuje karunga haasil mai
Yahi maanga us saahil se
Dikhata vo kya din hai
In khelo me maahir ye
Vo bole ke sitara hu Mai
Hu Tuta aasmaan se
Isliye to paraya hu mai
Anjaana is jahan se
Anjaana is jahan se
Anjaana is jahan se
Anjaana is jahan se
Zakhm pe zakhm bade
Armaan bache the vo dafn pade
Haatho me Kuch Bhi nahi par
Le jau na tute vo sapne bhare
Bigadte gaye halat bade
Mushkil me koi Na saath khade
Khoon ke rishtey naa yaad rakhe
Anjaane tab aake the saath chale
Mujhe jeene ka mann nahi par
Maa ko dukhaaye bhi kaise marunga me
Vo khadi khilaaf thi dunya ke
Uski Achaa ko kaise bharunga mai
Uske liye sab sahunga mai
Uske liye sab karunga mai
Usne jo duniya bhi chahi to
Cheen ke sabse vo laake rakhunga mai
Tute hai dil humne tode kai hai
Chaino ki Raat ab bhi soye nahi hai
Khudko in raaho me khoye nahi hai
Khudse kamaya vo jo hai sahi hai
Gammo me khudko bhigoye nahi hai
Khoye hai unko par roye nahi hai
Vo kehte itna waar khaake kaise tu Jiya
Vo puche teri jaan kaha hai teri khushiya
Mai bolu Muje vaasta na is zamaane se
Vo mera hai jahan vahi meri duniya
Vo mera hai jahan vahi meri duniya
Vo mera hai jahan vahi meri duniya
Vo mera hai jahan vahi meri duniya
Vo bole ke sitara hu Mai
Hu Tuta aasmaan se
Isliye to paraya hu mai
Anjaana is jahan se
Anjaana is jahan se
Anjaana is jahan se
Ye vaado ke karz hai
Jo baithe hai darpe humare
Maanoge tum bhi nahi
Jo batade adhoore
Jo farz hai humare
Sawaare ya dil na sawaare
Ye Mera hai khoon
Na kam bemisaal hai
Kitna bhi tute
Ye itni majaal hai ke
Judke hamesha ye
Khada sau baar hai
Hum Bhi Na jaane
Hona kya haal hai
Jo chuna hai maine vajood mera
Du Na bahaane
Mai aaya hu paane
Aur paake rahunga guroor mera
Vo chin ke le gaye sukoon mera
Par le naa paaye vo junoon mera
Mehnat ne bhare ye khoon se haath
Jo rang layi maine khoon ke saath
Mere saath rehke to dard mera maanoge
Meri is hasraat ki wajah fir jaanoge
Kyu rehta logo se durr Bas khudpe guroor
Hai JD Na Aam pehchaanoge
Bhar dunga taare mai tere naam se
Duniye to chaahti hum haath baandle
Tumlog ki Na kuch auqaat saamne
Mai maru ye jaane jiya shaan se
Meri tu rah cheenle
Mere dil ki dua gin le
Tuje karunga haasil mai
Yahi maanga us saahil se
Dikhata vo kya din hai
In khelo me maahir ye
Vo bole ke sitara hu Mai
Hu Tuta aasmaan se
Isliye to paraya hu mai
Anjaana is jahan se
Anjaana is jahan se
Anjaana is jahan se
Anjaana is jahan se
Zakhm pe zakhm bade
Armaan bache the vo dafn pade
Haatho me Kuch Bhi nahi par
Le jau na tute vo sapne bhare
Bigadte gaye halat bade
Mushkil me koi Na saath khade
Khoon ke rishtey naa yaad rakhe
Anjaane tab aake the saath chale
Mujhe jeene ka mann nahi par
Maa ko dukhaaye bhi kaise marunga me
Vo khadi khilaaf thi dunya ke
Uski Achaa ko kaise bharunga mai
Uske liye sab sahunga mai
Uske liye sab karunga mai
Usne jo duniya bhi chahi to
Cheen ke sabse vo laake rakhunga mai
Tute hai dil humne tode kai hai
Chaino ki Raat ab bhi soye nahi hai
Khudko in raaho me khoye nahi hai
Khudse kamaya vo jo hai sahi hai
Gammo me khudko bhigoye nahi hai
Khoye hai unko par roye nahi hai
Vo kehte itna waar khaake kaise tu Jiya
Vo puche teri jaan kaha hai teri khushiya
Mai bolu Muje vaasta na is zamaane se
Vo mera hai jahan vahi meri duniya
Vo mera hai jahan vahi meri duniya
Vo mera hai jahan vahi meri duniya
Vo mera hai jahan vahi meri duniya
Vo bole ke sitara hu Mai
Hu Tuta aasmaan se
Isliye to paraya hu mai
Anjaana is jahan se
Anjaana is jahan se
Anjaana is jahan se
Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.