banda // betarteeb

Miluin ga
Main tujh ko wahan
Sitaaroin sey, uper jahan
Baitha hua hai koi
Kehta hai mujh se karay
Koi gila
Majbooriyon ka
Shikawa koi
In dooriyon ka
Banda yeh ajeeb hai
Dil key kareeb hai
Betarteeb hai thora
Maangay khuda se khuda ko
Pucha karay hai kahan woh
Akhir kahay, ibtada ko
Dil ki dagar pey, chala jo
Shamain nayi, wohi raasta
Jin pey koi, sang tha chala
Banda yeh ajeeb hai
Dil key kareeb hai
Betarteeb hai thora
(Banda tera mola
Banda tera mola
Banda tera)
Banda tera mola
Banda tera mola
Sunta hai ab tu kya?
Banda tera
Banda tera



Credits
Writer(s): Muhammad Arham Ishaq
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link