Gulaal
Raaton me aata sawaal
Ye dil me ki ab tere kaise hai haal
Mai jeeta chala
Bas apne hi bil me aur bahar yahaan huye bawaal
Ye rangon ka mausam toh nahi par rangon se tere huye hum behaal
Aur jaana ab paas hai tu nahi, kiske gaalon pe ab malein gulaal

Kya kehna chah rahi hai tu?
Itni kyu pyaari hai tu?
Kya karna chahti hai
Mujhe khud bhi samjh nahi aarahi hai tu
Dil ye Le jaa rahi hai
Mujhe khush tu dekh nahi paa rahi hai
Ik hafte se lagatar sapno me
Mere kyu aarahi hai tu?
Bin mere tu pagal ho jaegi
Jisse bhi tu paegi usse ni chahegi
Meri kamai bhi tujhe jalaegi
Tuta dil jod de meri ye gaeki
Lagta tha mujhko ki mere tu layak thi
Dikhti thi chhavi apno me paraye ki
Kala ko meri kehte the nalayaki
Ussi nalayaki ne le di Nike
Teri ankhon me ankhon me
Tere waade baaton me mujhko
Dikhta tha jaana mera ghar

Mile jo gam, bane hai psycho
2 ghut daalo be bhai ko
Daga de pyaar, saga de vaar
Bhaga de milne jo aayi wo
Daayein se Baayein, Khai hai bhai
Chalu toh chalu me kahe ko
Maangu me rab, dawa de ab
Leta hu kabse me ghayal ho
Pate ki baat, bolu me aapse
Pehle hum khushmisaaj the
Pehle toh sapne bhi hote the
Apne bhi Khushi me aake the naachte
Ab toh door se jhaankte
Naapte sab hisaab kitaab se
Daga do sab, roko bhi mat
Maanu na behtar insaan me
Khushi or mere me, milo ki doori hai
Maa boli hasna zaroori hai
Kaise me haslu maa? Seene me choori hai
Kalam hi saath, par kaagaz pe ro rhi hai
Haal filhaal me kismat bhi sori hai
Kaam pe dhyaan na focus ni hori hai
Dil dimaag ye, dono hi khori hai
Khushi ko bolu me, Khushi ko bolu me
Aao meri gully, Aao meri gully
Aao meri gully, Aao meri gully
Khuda darkhaast hai
Pehli dafa kuch maangu me aapse
Mere wo khaas the
Par mitaado unko mere dimaag se
Dil dimaag se, mitaado unko dil dimaag se

Credits
Writer(s): Ayush Pandey
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.