Hum Tum Sanam
Na jaane kyun itna paagal sa lagta hai iss dil ko
Khul ke tu yeh bataa de nazdeek aayegi ya nahi kabhi
Yun humko tadpa na sahi
Yeh raatein galat nahi hain
Tu mere paas hai sahi
Par mere paas nahi hai
Hum dum dum haar baithe Sanam
Tum dil ke paas baithe Sanam
Tum jab bhi door jaati ho toh
Hayye jaan nikalti meri
Hum dum dum haar baithe Sanam
Tum dil ke paas baithe Sanam
Tum jab bhi door jaati ho toh
Hayye...
Nazar na lage tere iss chehre ko
Jissey dekh tote udd gaye mere toh
Khabar teri rakhta mai har pal har dum
Jaise tu amaanat hi meri ho
Raat raat baithe hum ginte hai taare
Savere uth gaye toh toote sapne saare
Hum tum hum tum kehti rehti tu
Baat aage bhi badhaa le
Baat bhi na suni
Dooriyaan badhti hi gayi
Aaj bhi shaam woh
Humein yaad aati hi rahi
Nasheeli hain yeh aakhein jo teri
Chade hai mujhe aaj kal besabar
Hum dono ho jaaye bekaaboo
Tera mujhpe kaisa yeh asar
Hum dum dum haar baithe Sanam
Tum dil ke paas baithe Sanam
Tum jab bhi door jaati ho toh
Hayye jaan nikalti meri
Kaali gaadi sheeshe neeche zara karde
Yeh afwah toh nahi hum bhi tere pe marte
Aisi awaaz saare feeke feeke lage
Tera tann badan badan lipta sitaaron se
Humaari bhi suno zara volume badha lo
Ik baar sahi ik kash bhi laga lo
Yun hi munde saare marte
Tere pe aire gaire saare
Chod sabki baat, humse gale laga lo
Gale laga lo, hanji gale laga lo
Gale laga lo, hanji gale laga lo
Khul ke tu yeh bataa de nazdeek aayegi ya nahi kabhi
Yun humko tadpa na sahi
Yeh raatein galat nahi hain
Tu mere paas hai sahi
Par mere paas nahi hai
Hum dum dum haar baithe Sanam
Tum dil ke paas baithe Sanam
Tum jab bhi door jaati ho toh
Hayye jaan nikalti meri
Hum dum dum haar baithe Sanam
Tum dil ke paas baithe Sanam
Tum jab bhi door jaati ho toh
Hayye...
Nazar na lage tere iss chehre ko
Jissey dekh tote udd gaye mere toh
Khabar teri rakhta mai har pal har dum
Jaise tu amaanat hi meri ho
Raat raat baithe hum ginte hai taare
Savere uth gaye toh toote sapne saare
Hum tum hum tum kehti rehti tu
Baat aage bhi badhaa le
Baat bhi na suni
Dooriyaan badhti hi gayi
Aaj bhi shaam woh
Humein yaad aati hi rahi
Nasheeli hain yeh aakhein jo teri
Chade hai mujhe aaj kal besabar
Hum dono ho jaaye bekaaboo
Tera mujhpe kaisa yeh asar
Hum dum dum haar baithe Sanam
Tum dil ke paas baithe Sanam
Tum jab bhi door jaati ho toh
Hayye jaan nikalti meri
Kaali gaadi sheeshe neeche zara karde
Yeh afwah toh nahi hum bhi tere pe marte
Aisi awaaz saare feeke feeke lage
Tera tann badan badan lipta sitaaron se
Humaari bhi suno zara volume badha lo
Ik baar sahi ik kash bhi laga lo
Yun hi munde saare marte
Tere pe aire gaire saare
Chod sabki baat, humse gale laga lo
Gale laga lo, hanji gale laga lo
Gale laga lo, hanji gale laga lo
Credits
Writer(s): Ryan Anderson, Sahil Singh, Rahul Kumar
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.