Titli
Titli si sundar hai woh rang gehuaan hai uska
Dikhne mein bholi bhali main deewana jiska
Haan haan haan
Titli si sundar hai woh rang gehuaan hai uska
Dikhne mein bholi bhali main deewana jiska
Filmon ke geet jesi tod na ho koi jiska
Mere ghar se chouthi gali ke mod pe hai ghar uska
Nukkad pe bethe din kat te hai
Raatein guzarti chhat pe aaye haaye
Lakh jatan hum Kar bethe hai
Tujhe dekhne ke liye
Kaam dhandhe sab chhod bethe hai
Haan
O teri ainak wali aankhon pe dil haar bethe hai
O teri ainak wali aankhon pe dil haar bethe hai
Hum dil haar bethe hai
Hum dil haar bethe hai
Shaam-o-sahar aanthon pahar
Teri hi taarifein karta hoon main
Kese kahoon ya chup rahoon
Kahane se tujhko darta hoon main
O teri pili saaree jhumke baali
Aankhein kajarari kali aankhein kajarari
O teri pili saaree jhumke baali
Aankhein kajarari kali
Kar gayi behaal sab kuch haar bethe hai
Hum kangal bethe hai
Sab kuch haar bethe hai
Phoolon si komal hai woh chehra hai chanchal uska
Chanda bhi pheeka lage main deewana jiska
Sardi ki dhoop jesi rang gehuaan hai uska
Kisi shayar ki ho rubaai main deewana jiska
Nukkad pe bethe din kat te hai
Raatein guzarti chhat pe aaye haaye
Lakh jatan hum kar bethe hai

Credits
Writer(s): Aakash Trivedi
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.