Karachi (feat. FT.WA)
Chal bachay shaba aagay peechay tera kaam nahee
Ye hai Karachi yaha zindagi asaan nahee
Ye hai sheher wo jo chalay ga to bharay ga pait
Ye hai sheher wo jaha har koi hai apna seth

To kya hua jo sheher e roshni ghamon kay gird
Idhar hee zindagi ko jeenay ka wo asli surr
Ye soch teri kay tu iss mai ghol day zeher
To yaad rakh ye wo hai jaam jis pay tera naam nahee

Haan hogay khuwab saaray puray jitnay hain tumharay
Magar yahan qatarain baari jis mai mushkil pyaaray
Ye imtehan, ye nizaam samjh na aye to
Ye adda hai Sohrab ka, nikal tu phir Nawabshah

Ye Pakistan meri jaan, yahan koi ghulaam nahee

Credits
Writer(s): Hamza Jahangir
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.