Khwaab

Usey pata hai ke wo reh na sake mujhse door
Hai kiska kasoor?
Unn aankho me bas ek hi chaahat
In lamho me thami ho ruk
Na jaye wo dhun, ishara hai
Mausam se zyada iraado ka, hu mai mehfooz
Gaano me dhuth, hamesha se
Rukna jo zyada, pade mujhse hota nai yu
Fir bolu kyu jhoot, yeah

Aankhe bandh hai nami bhari zyaada
Yaad hai kiya tujhe jo hai vaada
Log hai kuch jo rahe nahi saath aaj par
Hai na rukne ka koi Iraada
Yeah

Khwaabo me hai doobe dil
Khaaye behki baate, zidd
Jaayaz aankhe, toh bhi dil
Khaaye teri yaade sirf

Khwaabo me hai doobe dil
Khaaye behki baate, zidd
Jaayaz aankhe, toh bhi dil
Khaaye teri yaade sirf

Hai baato pe gaur, teri khwahishe
Nahi tha mai sure, kisi ke liye
Tere se pehle hai aake gayi kaafi
Dil ye samandar, nigal di hai chaabi

Ab teri khush awaaz kaano par hai dhun, haan
Jo chale ek saath ghaav jale, hote raakh
Toh jaaye kaise dhyaan ab unn baato pe hai aaj?

Ab lage mujhe khaas, tera nasha
Hai tere bina ye dil laapata
Teri hi baato par aake ruku mai
Toh kyu na mai kehdu ye tera hukum hai

Khwaabo me hai doobe dil
Khaaye behki baate, zidd
Jaayaz aankhe toh bhi dil
Khaaye teri yaade sirf

Khwaabo me hai doobe dil
Khaaye behki baate, zidd
Jaayaz aankhe toh bhi dil
Khaaye teri yaade sirf



Credits
Writer(s): Swapnil Rane
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link